1 Baccha Potty Krne Khule Me Gaya
Waha 1 Pig Baitha Tha
Pig Ko Dekhkar Baccha Waha Se
Bina Potty Kiye Jane Laga
PIG Chillaya >
Saadda Haqq
Etthe Rakkhh..;)
Ek Aadmi Library Ja Ker Puchhta Hai
Aadmi: “Sucide Karne Ke Tarike Wali Book Hai Kya?”
Librarian Ne Use Ghoor Ker Dekha Aur Puchha: “Wapas Karne Kaun Aayega? Saale“
Bahu : Maaji, Yeh Abhi Tak Nahi Aaye,
Kahi Koi Ladki Ka Chakkar Toh Nahi Hai Unke ?
.
.
.
.
.
.
Maaji : Are Kambakht Tu Toh
Hamesha Galat Hi Sochti Hai,
Ho Sakta Hai Ke Kisi
Truck Ke Niche Aa Gaya Ho!
अर्ज किया है -:
मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी,
.
.
मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी,
.
.
.
हमने उनकी याद में इतने ख़त लिखे कि
वह ‘रद्दी’ बेचकर ही अमीर हो गयी.
Dunya ki 7 Suchaiyan
1- Aapki Ankhen Aapke Jism Ka Wo Hissa Hain Jisey Aap Sabun Se Dho Nhi Sakte.
2- Aap Apne Baal Nhi Gin Sakte.
3- Aapki Zaban Aapke Sare Danton Ko Nhi Choo Sakti.
4- Sirf Bewaqoof Log Point No.3 Try Karen Ge!
5- Aap Muskura Rahe Hain Kyun K Aap Ne Bhi Point No.3 Try Kia Hai!
6- Aap Hans Rahe Hain Kyun Ke Aap Bewaqoof Ban Chuke Hain.
7- Aap Is Msg Ko Aagey Fwd Kro Ge Kyun K Aap Maza Lena Chahte Ho, Doosron Ko Bewaqoof Bna Kr”
My Flower Printed Shirt Going To Shrnk 4rm My Waist.
-
-
-
-
-
Nai Samjh Aayi?????
Professor Naseebo Laal Explains,
" Meri Pholaan Waali Kurti Hoi Wakhiyaan Tu Tung Way "
°•»•»•¨мaн騕«•«•°
Jindagi behaal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai.
Husband : Jab mein aache clothes
pehenkar bazaar jata hu to sabziwale
sabzi mehngi dete hai. Jab gande
kapde pehenkar jata hu to saste.
Wife : Tum katora lekar jaya karo na,
free me hi sabzi mil jayegi!
Prfsor: zindgi bhr Ghalib ki ye aarzo rhi k us ki mehbooba k haseen zulfon se sharab k katray tapken or wo un qatron ko apne halaq me utar len
Boy: sir agr us k baalon me jouwen hoti to Ghalib wo b halaq me utar lete
prfsor: Ghalib ko ye arzoo apni mehboba se thi apki mehboba se nahi