Ek Ladki thee Diwani see,
Tendulkar per wo Martee Thee,
Chori chori, chupke chupke Bhajji ko
Chitthiyaan Likha Karti Thee,
Nazren jhuka ke, Sharma ke,
Gauti se baatein karti thee,
Kabhi kabhi zulfein bikherke,
Viru ki galiyon se Guzarti thee,
Kuchh kehna tha shayad usko Raina se,
par Maahi se wo darti thee,
Jab bhi milti thi Yuvi se,
bas yehi poochha karti thi kay,
Kameeno, Koi Series kab Jeetoge???
Ek Ladka Chinki Se
Bola.
Ladka: “Apna Figure
To Dekh
Sirf Haddiya Hi
Haddiya Hai”
Chinki Muskurate
Hue: “Tabhi
Main Sochhu Yeh
Kutta
Yahaan Kya Kar
Raha Hai
Dr: Lo nikal diya khrab dant tha, mgr
tum
chillati bhot ho, Us din kya kro gi .
.
.
Girl: Kis din?
.
.
.
Dr. - Jane do, Padhne wala Bada
kamina hai...
Samaj gaya hoga .....!!
Ek Baat Hamesha Yaad Rakhna.
Duniya Mein Kuch Mile Na Mile.
Do Cheezein Haq Se Leni Chahiye.
Ek Samose Ke Sath Extra Chatni
Aur
Dusra Gol-Gappe Khane Ke Baad
Uska Pani .
Ek ShArAbI Ka CoUrT MeIn CaSe ChAl RaHa ThA . . .
JuDgE Ne KaHa :- ' OrDeR OrDeR '
ShArAbI RePlIeD :- ' EK CHiLLi ChIcKeN ,OnE RoYaL StAg WiTh SoDa '
JaLdi Le AaO. .
Mom:Beta, tu apne baal kyun nahi katvaata?
Son:Yo Mom! Its FASHION, you know!
.
.
.
.
Mom:Arre wo to theek hai…… par log teri behen ko dekhne aate hain….aur tujhe pasand kar jaate hain!!
Ek boy roz bus k darvaze mein khada
hoke traval kar raha hota hein.
Bus survant : tu roz darvazein mein
kadha rehta hein, Tera baap kahin pe
choukidar tha kya?
Boy replays : tu roz paise mangta
hein to, tera baap pehle bhikari tha
kya...!
Teacher: Ganga, Yamuna, Kaveri,
Krishna Bharat Ki Nadiyon Ke
Naam Hain,
To Pakistan Ki Nadiyon Ke Naam
Bataao.?
Pappu: Rukhsana, Farzana,
Rizwana Sultana Aur Shabana!
1 Ladke Ne Ladki Ko Kamal Ka Phool Diya
Ladki Ne Usse Zordar Tamacha Lagaya.
Ladke Ne Pucha Q Main To Bjp Ka Prchar Kar Raha Tha.
Ladki-aur Main Congress Ka.
GABBAR:" Aaj maine basanti ko nahate huye dekha..
.
.
.
VIRU:" Kutte , Kamine main tera khoon pee jaunga
.
.
.
GABBAR:" Arre Vampire ki Aulaad Main naha raha tha aur basanti baaju se ja rahi thi... :P
1 ladke ko ladki se pyar ho gya lekin
ladki ne use thukra dia
.
.
.
Ladke ne kaha tum 10 din k andar
mujhse muhbbat ka iqrar kro gi
.
.
Or ladka din rat barish me dhoop me
us k ghar k samne khada raha
...
.
.
.
9 din k bad ladki ko sach me ladke ki
mohbbat ka ahsas ho gya us ne socha
subha pyar ka iqrar krun gi lekin jab
wo ladke ko milne gyi to ladka use
wahan na mila aur 1 kagz mila jis par
likha tha
*
*
*
*
*
Tere chakkr main teri bahen set ho
gyi hai
.
.
.
Sorry Saali Sahiba…