एक हाथ में लिपस्टिक – दूसरे में मोबाइल – एक कान कुकर की सीटी पर – दूसरा वाट्सएप की नोटिफिकेशन पर – एक आँख टीवी पर – दूसरी पति की हरकतों पर कौन कहता है नारी जीवन आसान है..
DOST Aye Thy Qabar Pe Dia Jalane K Liye.
.
.
GOR FRMAIYE,
.
.
DOST Aye Thy Qabar Pe Dia Jalane K Liye...
.
Rkha Hua PHOL B Le Gye kaminey Valentine day Manane K Liye :D
.
.
Salo sudhar jao :
Jungle Mai Cheeta Bidi Pine Wala Tha,
1 Chuha Aaya Aur Bola..
"Bhai, Chhod Do Nasha, Aao Mere Sath,
Dekho Jungle Kitna Khoobsurat Hai !"
Cheeta Chuhe K 7 Chal Diya.
Agey Hathi Drugs Le Raha Tha.
Chuhe Ne Usey Bhi Yehi Sab Kaha,
Haati Bhi 7 Chal Diya.
Agey Sher Whisky Pine Wala Tha.
Chuhe Ne Usey Bhi Kaha.
Sher Ne Glass Rakha Aur
Chuhe Ko 5 Thappd Mare.
Haathi- Kyu Maar Rahe Ho Bechare Ko ?
Sher- Iss Saale Ne Kal Bhi Bhang Pi Ke
Mujhe 3 Ghante Jungle Mai Ghumaya Tha.
3 saal k bachche ne pyar ki definition
likhi
.
.
..
...
. .
.
.
.
.
. .
.
pyar huggies me huyi su-su ki tarah
hota h jo dusro ko nahi dikhta par
khud ko feel hota h..;)
Atif Aslam ki Love Story..
Larki : Who are you ..?
Atif: mey ek fard hoon ya ek ehsaas hoon..
Larki: Tum mera peecha kion kartey ho..
Atif: Ba’khuda tum he ho, har jagah tum he ho..
Larki: Tum kia chahtey ho..?
Atif: Kesey bataye kion tujh ko chahey yaara bata na paayen..
Larki: Tum merey lie kia kar saktey ho..?
Atif: Tere lie, Jhoomoo deewana ban ke tere…
pehle wo meri GF thi
Me bolta tha wo suni thi
phir wo meri mangetar bani,
Wo bolti thi main sunta tha
jab wo meri BIWI bani Hum dono bolte he
Mohalla sunta hai..:-)
Main hu Yaha Tu hai waha...
Main hu Yaha Tu hai waha..
LIFEBUOY hai jaha Tandurusti hai
waha..
.
.
Blood Donate karne se pehle
humesha uska Group
janchna..
Blood Donate karne se pehle
humesha uska Group
janchna..
BASANTI in kutto k samne mat
nachna..
Kabhi Kabhi Mere Dil Mei Khayal Aata
Hai.
.
.
Ki Jab Tujhe Neend 10.30pm Bje Aa Jati
Hai.
.
.
Toh Tera Whatsapp Last Seen At
3.30am Kyu Dikhata Hai @Kamini?