Wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
wah wah
.
wo lal gulabo ko dekh teri yaad aa gayi.
wah wah
.
isse pehle mai inhe kharidata yaar unhe bakri kha gayi.
wah wah.
Student Shayari On Exams -
Charo aur padayi ka saya hain,
Saare paper mein zero aaya h,
Hum to yuhi chal dete h bina muh
dhoye exam dene,
Aur log kehte hain, Sala raat bhar
padh ke aaya hai
Javab Main Bhi
Saval Main Bhi
Aaj Main Bhi Filhal Main Bhi
Zindagi Kis Kadar Rulati Hai
Jab Tu Yad Ati Hai
Rakib Main Bhi
Yaroo Main Bhi
Tanhai Main Bhi Charo Main Bhi Zindagi
Din Main Tare Dikhati Hai
Jab Tu Yad Ati Hai
Na janne kab koi taara toot jaaye.
na janne kab koi annsoo aankh se choot jaaye.
kuch pal hamare sath bhi hass lo
na jaane kab tumhare daant toot jaaye..
Dil ko jalane se kya faida,
ansu bahane se kya faida,
jab usne hume chhod k kisi or ka haath tham he lia,
to ab uske chote bhai ko cheez dilane ka kya faida.
Na Ishq Kar Mare Yaar yeh Ladkiya Bahut Satati Hai, na Karna In Par Aitbaar yah Kharcha Bahut Karwati Hai,, recharge Tum Karwa Ke Dete Ho aur Number Mera Lagati Hai …
Arz Hai
Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai
Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai
Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti
Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai…
Is din ke intzaar mein kabse baithe the hum
mili itni kushiyan ke bhool gaye sare gum
khuda kare ye bahaar yunhi bantti rahe
hum rahe na rahe whereincity ko shayri ki bahaar milti rahe.
Ye Zindagi Tere Saath Ho,
Ye Arzoo Din Raat Ho
Mai Tere Sang Sang Chalu,
Tu Har Safar Mai Mere Sath Ho
Mai Kanto Par Bhi Chal Padu,
Tere Pyar Ki Jab Barsat Ho
Kabhi Sham Dhale Jab Hum Mile,
Na Din Dhale Na Raat Ho
Ye Zindagi Bas Tere Sath Ho.
lv
Tumhaari Yaad Dil Se Jaane Nahin Denge, Tumhaare Jaisa Dost Khone Bhi Nahin Denge, Roz Sharafat Se Sms Kiya Karo Warna ……, Ek Kaan K Neeche Denge Or Rone Bhi Nahin Denge…
STUDENT SHAYARI:
Aasma me kaali ghata chhaai he,
Aaj fir principal se mar khai he,
Sab kehte hey sudhar ja,
Par kya kare aaj madam fir sheela ban ke aayi he...