• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Arz kia hai.... Pyaar main jo kabhi pakde jaao... Pyaar main jo kabhi pakde jaao... Der na karo, Foran bhai bahan ban jaao...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jindagi me aage badne se yun na daro, wah wah jindagi me aage badne se yun na daro. . . . daya jaldi se us gaadi ka picha karo.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Gandhiji ne kyu kaha Angrejo ko "Chale Jao"! . Gandhiji ne kyu kaha Angrejo ko "Chale Jao..! . MELODY Khao Khud Jaan Jao.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bahaar Aane Se Pehle Fizaa Aa Gayii ... . . Waah! Waah! . . Bahaar Aane Se Pehle Fizaa Aa Gayii ... . . Waah! Waah! . . . Phool Ko Khilne Se Pehle Bakri Kha Gayii .. !!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Yeh Kaisa Tera Pyar Hai Jaalim, Dil Na Raha, Sarkari Daftar Ban Gaya Hai, Na Koi Kam Karta Hai, Aur Na Hi, Kisi Ki Baat Sunta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Haathi aur chinti ki shadi huyi dusre din hi haathi mar gaya chinti boli wah re allha ek din ka pyar diya aur sari umar Kabar Khodne ka kaam diya!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Main ChandraMukhi Tu SurajMukhi Maine tujhse Dukhi Tu Mujhse Dukhi . To Fir ek kaam kar Bulding se Kud Ja . Tu B Sukhi Maine B sukhi.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Teri shiddat-e-Mohbbt k Diye Jala kr, Shab-e-Tanhai M Tujhe DhOnda Aksr, kbhi Teri AnkhOn M khud kO Uttarte Dekha, kbhi Tere HOntOn ko Apne HOntOn se Lgaya Aksr, Apni BahOn k Saye M Sula lO Mujhko, k Teri Yaad ki DhOop Ne jlaya Aksr, Jee mai aata Hai k Tujh Se Lipat k Roo Du k Ab Bardasht nhi hoti judai Aksr...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz he.. Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge.. Gaur farmaaiga... Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge.. Ek cup shubah .. or ek cup shaam ko pilaenge
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Funny shayari BY THIEF.. Mobile ke Night Plans Ne To Hume, Bhuka MaarDiya Hai Dosto, . . . . Jis Ghar Mein Chori k Liye Jao, Koi Na Koi Aashiq Jag Raha Hota Hai...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Teri Zindagi Mein Kabhi Ghum Na Ho
    Teri Aankhe Kabhi Gam Na Ho
    Meri Dua Hai Ke Mile Tujhe Ek Smart Si Dulhan
    Jiska Wieght 150 Kg. Se Kam Na Ho!
  • 9 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na janne kab koi taara toot jaaye. na janne kab koi annsoo aankh se choot jaaye. kuch pal hamare sath bhi hass lo na jaane kab tumhare daant toot jaaye..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek Chor Chori Karne Ek Ghar Mein Ghusa, Malik: Kaun Hai? Chor: Miyaaun… Malik: Kaun Hai? Chor: Miyaaun… Malik: Kaun Hai? Chor: Sale Billi Hai Billi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Dil Ke Mahman Ban Jao, Aankho Ke Arman Ban Jao, Honto Ki Muskan Ban Jao, Oh Aap Ho, I m Sorry YAaR Aap To Bas, Insaan Ban Jao.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Machhar Ne Jo Kata, Dil Mein Mere Janun Tha, Khujali Itni Huyi Ke, Dil Besukun Tha, Pakda Toh Chhod Diya, Yeh Sochkar, Saale Ki Rago Mein, Apna Hi Khoon Tha…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Muqaddar Mein Raat Ko Neend Nahi To Kya, …Muqaddar Mein Raat Ko Neend Nahi To Kya Hum Bhi Muqaddar Ko Chuna Lagate Hain Aur Din Mein Hi So Jaate Hain
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Pehli Nazar Mein Laga Wo Meri Hai Aankhe Uski Jheel Si Gehri Hain Purpose Kar-Kar Ke Thak Gaya Tab Jaake Jana Ke Saali Behri Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Umar ki raah mein JAZBAAT badal jate hai, Waqt ki AAndhi me HALLAT badal jaate hai, Sochta hoon kaam kar kar ke Record tod dun, Lekin kambhakt salary dekhte he KHAYAAL badal jaate hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz kiya hai Green green bag me hare hre tote wah.. Green green bag me hare hare tote Hum to subha uth k naha lete hai aap to muuh b nahi dhote
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Devu che Dil maru Daan Ma.. Wah.. wah.. wah.. Devu che Dil maru Daan Ma.. Wah.. wah.. wah.. Devu che Dil maru Daan Ma... Che Koi "Maal" tamara Dhyan Ma..??
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS