• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Chor Pkdvanu Machin Shodhayu... U.S.A Ma 1 Divas Ma 15 Chor Pkdya, . Rashiya Ma 20, . Chin Ma 30, . India Ma 1 Klak Ma To Machin Choray Gyu....!!!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ye jo ladkiyo ke gaal hote h, ladko ko phasane vale jaal hote h, chuse leti hai khoon jigar ka, tabi to hont unke laal hote he.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz Hai Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arj kiya hai, yu na kisi k dil se khelo, yu na kisi ke dil se khelo, jab sms hi nahi karna hai to, phone bechkar Radio hi lelo...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Javab Main Bhi Saval Main Bhi Aaj Main Bhi Filhal Main Bhi Zindagi Kis Kadar Rulati Hai Jab Tu Yad Ati Hai Rakib Main Bhi Yaroo Main Bhi Tanhai Main Bhi Charo Main Bhi Zindagi Din Main Tare Dikhati Hai Jab Tu Yad Ati Hai
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Santa: Sabji Lene Gaya, Sabji Wala Sabji Per Pani Chidak Raha Tha, Santa Intezar Karta Raha, Jab Kafi Der Ho Gayi To Bola, “Agar Inhe Hosh Aa Gaya Ho To Ek Kilo Tol Do”…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Sagar Ki Lehro Ka Kinara Na Raha, Manzil Thi Par Thikana Na Raha, Chalte Chalte Raste Yu Kho Gaye, Jo Hamara Tha Ab Hamara Na Raha..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Majnu Ko Laila SMS Nahi Aaya Majnu Ne Do Din Se Khana Nahi Khaya Majnu Marne Vala Tha Laila K Pyaar Me Laila Baithee Thee Sms Free Hojane Ke Intezar Me…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Maine dil se kaha, dhoond laana khushi Nasamajh laya gum, to yeh gum hi sahi, Maine dil se kaha dhoond laana khushi Bechaara kahan jaanta tha Khalish hai yeh kya khala hai Shehar bhar ki khushi se Yeh dard mera bhala hai Jashna yeh raaz na aaye Mazaa toh bas g
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Kabhi hausala bhi aazama lena chahiye, bure waqt me bhi muskura lena chahiye agar saatve din bhi na mite khujli to aathwe din naha lena chahiye
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • ना वक्त इतना हैं कि सिलेबस पूरा किया जाए;
    ना तरकीब कोई की एग्जाम पास किया जाए;
    ना जाने कौन सा दर्द दिया है इस पढ़ाई ने;
    ना रोया जाय और ना सोया जाए।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jise koyal samjha vo kauwa nikla... Dosti ke naam per hauwa nikla.... Jo roka kerte the hame sharab pine se, Aaj unki jeb se pauwa nikla.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Aaj Tum Pe Aansuo Ki Barsat Hogi Fir Wahi Kadkti Kali Raat Hogi SMS Na Kar Ke Tune Dil Dukhaya Hai Mera Ja Tere Badan Mein Khujli Sari Raati Hogi
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Fulo ki hasi Gulab hai, Padhne k liye jaruri kitab h, Duniya me hr sawal ka javab h, Agr koi mere bare me puche to keh dena Arre wo toh LAJAVAB hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hamne Dhoop Samjhi, Woh Chhaya Nikali, Hamne Gaay Samjhi, Woh Bhains Nikali, Beda Gark Ho In Beauty Parlaro Ka, Hamne Toh Unhe Kadki Samjha Tha, Lekin Woh Ladki Ki Maa Nikali…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na Ishq Kar Mare Yaar
    yeh Ladkiya Bahut Satati Hai,
    na Karna In Par Aitbaar
    yah Kharcha Bahut Karwati Hai,,
    recharge Tum Karwa Ke Dete Ho
    aur Number Mera Lagati Hai …
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Hum Jeete 1 Bar Hain Hum Marte Ek Baar Hain Pyar Bhi Ek Baar Hota Hai Aur Shadi Bhi Ek Bar Hi Hoti Hai Toh Fir Ye Saale Exams Bar-Bar Kyon?… “Jago Student Jago”
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS