• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • Log ishq krte he bade shor ke 7, Humne b kiya bade zor ke 7, Magar ab karenge thoda gaur k 7, Qki kal usko dekha kisi aur k 7.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Phone ke rishte bhi ajib hote hai. Balance rakhkar bhi log garib hote hai Khud to msg karte nahi hai, Muft ke msg padhne ke kitne shauqin hote hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Girl – Jante Ho Tum Ladke Kyon Bal Katbate Ho? Boy – Batao? Girl – Taki Badtmiji Karne Par Koi Ladki Bal Pakad Kar N Mare Boy – Janti Ho Tum Ladkiyon Ke Bal Kyon Bade Hote Hain? Girl – Its Natural! Boy – Nhi, Balki Eshliye Taki Juyein Ushme Jhula Jhul Shake… :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek Chor Chori Karne Ek Ghar Mein Ghusa, Malik: Kaun Hai? Chor: Miyaaun… Malik: Kaun Hai? Chor: Miyaaun… Malik: Kaun Hai? Chor: Sale Billi Hai Billi…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • लड़कियो को HOT बोल बोल ke बेमतलब सूर्य देवता से पंगा ले लिया अब वो पूछ रहे है कि अब बता HOT कौन ???
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz hai.. unki galiyon ke chakkar kaat kaatte kutte hamare yaar ho gaye, wo to hamare na ho sake par hum kutton ke sardar ho gaye.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • वो मेरी किस्मत मेरी तकदीर हो गयी;
    हमने उनकी याद में इतने ख़त लिखे कि;
    वह ‘रद्दी’ बेचकर ही अमीर हो गयी!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • : अर्ज किया है...........
    किसी को मोहब्बत में जुदाई ना मिले...वाह वाह..... वाह वाह.....
    किसी को मोहब्बत में जुदाई ना मिले...वाह वाह..... वाह वाह.....
    जो Group में मैसेज ना करे
    उसे ठण्ड में रजाई ना मिले......
    :stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye::stuck_out_tongue_winking_eye: :smile::smile::smile::joy::joy::joy:
    Happy Winter
  • 10 years ago



    Tags : Winter Jokes , Winter SMS , Funny Shayari SMS
  • CHAPPAL chhoti ho jaye toh PAAON mein nahi aati Wah-Wah CHAPPAL chhoti ho jaye to PAAON mein nahi aati Aur GIRLFRND moti ho jaye to BAHON mein nahi aati!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Shaadi ke baad cigratee chhod dunga, shaddi ke baad sharab chhod dunga, subh tak naasha na utre to ye nahi kehna, shaadi ke baad tumhe chhod dunga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Zindagi Lambi Hai Dost Banate Raho, Dil Mile Na Mile Hath Milate Raho, Taj Mahal Banaana To Bahut Costly Hai, Per Har Gali Mein Ek Mumtaz Banate Raho…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Itna khubsurat kaise muskura lete ho, Itna qatil kaise sharma lete ho, Kitni aasani se jaan le lete ho, Kisi ne sikhaya hai.. ya bachpan se hi kamine ho?
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Kabhi Hausla Aazma Lena Chahiye Bure Waqt Me Muskara Lena Chahiye Jab Saat Din Me Bhi Khujli Naa Mite To Aathve Din Achhe se Naha Lena Chahiye.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz Kiya Hai.. Uska Pyar Mujhe Sata Raha Hai.. Wah.. Wah.. Uska Pyar Mujhe Sata Raha Hai.. Abe, Beer Chupa Tera Baap Aa Raha Hai..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz he.. Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge.. Gaur farmaaiga... Hum bhi dost tere lie TAJ MAHAL banaaenge.. Ek cup shubah .. or ek cup shaam ko pilaenge
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jindagi me aage badne se yun na daro, wah wah jindagi me aage badne se yun na daro. . . . daya jaldi se us gaadi ka picha karo.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Wo ishq to karti hai par janon nahi karti. Wo katal to karti hai par khon nahi karti. Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali Mis call to karti hai phon nahi karta…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Barish Ka Mousam Bahut Tadpata Hai Unki Yaad Aati Hai Jinhe Dil Chahta Hai Lekin Wo Aayein Bhi To Kaise Na Unke Paas Rain Coat Hai Aur Na Chhata Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS