• Categories
  • Funny Shayari SMS   463
  • CHAPPAL chhoti ho jaye toh PAAON mein nahi aati Wah-Wah CHAPPAL chhoti ho jaye to PAAON mein nahi aati Aur GIRLFRND moti ho jaye to BAHON mein nahi aati!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na janne kab koi taara toot jaaye. na janne kab koi annsoo aankh se choot jaaye. kuch pal hamare sath bhi hass lo na jaane kab tumhare daant toot jaaye..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Na Muskurane Ko Jee Chahta Hai, Na Kuch Khane-Peene, Na Sone Ko Jee Chahta Hai, Ye Garmi Ab Bardaast Nahi Hoti, Sab Chhod Kar Ab Shimla Chale Jane Ko Jee Chahta Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arj Kiya Hai…… Samma, Parwane Se Kuchh Kah Rahi Hai, Samma, Parwane Se Kuchh Kah Rahi Hai, Darling Jara Rumaal Dena, Meri Naak Bahut Bah Rahi Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Book khulte hi exam ka sama hota hai, aise mousam mai hi to dimag kharab hota hai. dimag ki baatein paper main nahi aati, ye fasana to mark sheet per bayan hota hai…..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • How True.. When Bhakti enters food, Food becomes Prasad.. When Bhakti enters hunger, Hunger becomes Fast.. When Bhakti enters water, Water becomes Amrit.. When Bhakti enters a house, House becomes a Temple.. When Bhakti enters in work, Work becomes Karma.. When Bhakti enters travel, Travel becomes Pilgrimage..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Chuhe Ne Kia Sherni Ko Propose, Gift Dia Red Rose Sherni Ne Kaha,Surat Aaine Me Dekh Chuha Bola,Surat Pe Mat Ja Darling CONFIDENCE Ko DEkh...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • बेझिझक मुस्कुराये जो भी गम है, जिंदगी में टेंशन किसको कम है, अच्छा या बुरा तो केवल भ्रम है, जिंदगी का नाम ही कभी ख़ुशी कभी गम है।
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek Aadmi, Khud Khusi Par Bhasan De Raha Tha:- Khud Khusi Paap Hai, Julum Hai, Gunah Hai, Bujdili Hai, Pagalpan Hai, Khudkhusi Karne Se Behtar Hai Ki , Aadmi Khud Ko Goli Maar Le…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Girl – Jante Ho Tum Ladke Kyon Bal Katbate Ho? Boy – Batao? Girl – Taki Badtmiji Karne Par Koi Ladki Bal Pakad Kar N Mare Boy – Janti Ho Tum Ladkiyon Ke Bal Kyon Bade Hote Hain? Girl – Its Natural! Boy – Nhi, Balki Eshliye Taki Juyein Ushme Jhula Jhul Shake… :D
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz Kiya Hai- Tere Liye Chand Kya, Sitaro Ko Bhi Tod Dunga Tum Shaadi Ke Liye Haa Toh Kaho Ghar Walo Ko Kya, Ghar Wali Ko Bhi Chor Dunga.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Jo ankhon se hamesha rahte hen Dor.. . Wah Wah, . . Jo ankhon se hamesha rahte hen dor.. . . . . Wo Question Exam me ate hen Zaror...
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • STUDENT KE DARD KO UNIVERSITY KYA JANE COLLEGE KE RIVAZO KO PARENTS KYA JANE HOTI HAI KITNI TAQLEEF EK PAPER LIKHNE ME WOH PAPER CHECK KARNE WALE KYA JANE.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Some people say never forget me. Some people say always remember me. But i love my attitude, so.. I will say . . . Forget ME if u can..!!MSG
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arre Hume to Angrezi ne loota, Desi me kahan dum tha, Hum to wahan jakar ladkhadaye, Jaha bear ka drum tha..
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • ek aashiq ka dard wahi samajh pata hai ek aashiq ka dard wahi samajh pata hai jo na na karte huye bhi use apni behan banata hai.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ram Ne Sita Ko SMS Kiya, Dear Situ, What’s Up? Main Yaha Mast Hu And Hope Tu Bhi Good Hogi, Laxman Tujhe Miss Karta Hai… Yaar Tu Tension Na Le, Main Bahut Jaldi Tujhe Ravan Ke Yaha Se Le Jaunga. Maine BSNL Ka Sim Liya Hai, Aur Ravan Ka Number Free Karwa Liya Hai, Ravan Ko Maine Mobile Per Bahut Gaaliya Di, Saale Ne Ye Bol Ke Phone Kaat Diya Ki Battery Low Hai, Main Tujhe Micromax Ka 30 Days Battery Backup, Dual Sim Wala, Aur 8GB Ka Card Sad Song Bhar Ke Mr. Hanuman Ke Hath Bhej Raha Hun. Isme Net Surfing Bhi Hai… Ab Hum Tum Night Mein Calling Ke Maje Le Payenge, India Mein 3G Bhi Lauch Ho Chuka Hai, Ho Sake To Lanka Se Video Calling Ka Try Karna… Laxman Top-Up Card Lene Gaya Hai, Aur Haan Maine Vibhishan Ko Facebook Pe Add Kar Liya Hai. Lanka Mein Kya Ho Raha Hai, Wo Sab Status Update Kar Deta Hai, Chal Baad Mein Chat Karenge, Bye! Love You… Ram
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Ek Haseena Per Nigaahe Thahri Thi, Uski Aankhe Jheel Se Bhi Gahri Thi, Thak Gaya Main Use I Love U Kahte Kahte, Phir Pata Chala Yaar Wo To Bahri Thi!
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Bahut Din Ke Bad Keetab Ko Khola To Pata Chala, . . . . . . . Yeh Bhi Nahin Aata, Yeh Bhi Nahin Aata, Yeh Bhi Nahin Aata, Sala, Yeh Bhi Nahin Aata…
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS
  • Arz Kiya hai - . . Dil hai sachha aur dimaag hai Kachha Wah wah wah. . Dil h sachha aur dimaagh hai Kacha . . Tere msgs nai aa rhe kya bat hai Bachha.
  • 10 years ago



    Tags : Funny Shayari SMS