Daku bank lutne gaye..
gun ghar me bhul gaye
fir bhi bank lut lia
kaise?
bank manager santa tha, bola:
koi baat nai i trust u,
gun muje kal dikha dena.
संता- मैंने 100 महिलाओं से यह जानने की कोशिश की कि वे कौन सा शैंपू यूज़ करना पसंद करती हैं।
बंता- फिर, पता चला?
संता- ज्यादातर ने एक ही जवाब दिया - फौरन मेरे बाथरूम से बाहर निकल जाओ।
Nurse ne baby ko santa ke haath mein diya.
Woh kushi se chillaya-
Puttar hua! Puttar hua!
Nurse chillai- Abbe andhe ki aulad LADKI hui hai!
Meri ungli chhod..!
Santa apni bhabhi ko bahut maar raha tha,
Logo ne pucha:" kya hua santa..???
Santa bola:" meri bhabhi acchi aurat nahi hai,
.
.
Logo ne pucha:" kyu kya hua..???
Santa bola:" yaar mere dost mobile pe baat karte hai,
jis se bhi pucho:" kis se baat kar rahe ho..???
.
.
sab bolte hein:"
.
.
.
.
.
"TERI BHABHI SE...
Ek Grahak Apni Plate Mein Jhankta Hua, Bola- Yeh Kya H? Mujhe To Tari Hi Tari Dikhayi De Rahi H, Isme To Meet Bilkul Bhi Nahi Dikhayi De Raha. Waiter: Hoga Shahb Dekho To. . . Grahak: Kya Khak Hoga, Ise To Tum Mangalwar Ko Kisi Pandit Ji Ko Bhi Khilao To Unka Bhi Dharmbrasht Nahi Hoga. :smile::smile::smile::smile::smile:
santa daru pee k tala kholne laga, hath kapne ki vajah se tala nhi khula,
banta- mai khol du,
santa- mai khol lunga, tu ghar ko pakad, sala bahut hil raha hai.
Santa Was Kissing A Blank Paper.
Banta:
Ye Kya Hai?
Santa:
Mri Girlfriend Ka Love Letter Hai.
Banta:
Magar Ye Toh Khali Hai yar,
Santa:
Aaj-kal Hum baat nahin karte.
Santa Banta Se,
Santa: Mere Teen Bete Engineer
Ban Gye Magr Ek Beta Daku Ban Gya,
Banta: To Use Ghar Se Nikaal Do,
Santa: Yehi To Problam Hai
Kamakar To Whi Laa Rha Hai..!