Santa- yaar banta hamare beach kya relation hai?
Banta- yaar wahi jo Besan or Pakode ka hai.
Santa- kaise?
Banta- kyunki jab Besan SANTA hai tabhi to pakoda BANTA hai
Santa Zebra Crossing Ke Black &
White Lines Par Baar-Baar Idhar-
Udhar Chal Raha Tha,
Aur Soch Raha Tha Ki
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Sala Ye Piano Bajta Kyo Nahi.
Santa was busy removing a wheel from his auto.
A man asks Santa why are you removing a wheel from your auto.
Santa- Cant you read the board.Parking is only for 2 wheeler.
Ek bhikhari road pe chilla rha tha- alah ke nam par ek rupaya de de.
Santa 100ka note dikhate huye bola 50rupya hai kya?
Bikhari excited ho ke- ha hai.
Santa to pahle use kharch kar na
Santa 500 Ke Note Pe Likha Number
Dial Kar Rha Tha,
Banta: Ye Tum Kya Kar Rhe Ho..?
Santa: Yaar Main Dekh Rha Hoon
Gandhi Ji To Chale Gye Par
Unka Mobile Kise Ke Paas Hai!
Jeeto: Nai Car Aur Nai Pati Mein Koi Antar Nahi Hai. Dono Hi Sirf 2-3 Saal Theek Thaak Chalte Hein!
Santa: Puraani Car Aur Puraani Patni Mein Bhi Koi Antar Nahi Hai. Dono Hi Faltu Aawaaz Buhut Karte Hein!
Santa ne bank loan pe 1 car li,
Loan nahi chuka paya to
bank wale car utha kar le gaye,
.
.
Udas santa-
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
pehle pata hota to shadi bhi loan leke
karta...!!
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.
Banta ne poocha: Yeh tu kya kar raha hai?
Santa: Dekh raha hoon, Gandhiji to chale gaye, par unka mobile kiske paas hai.
Santa Banta Aur Pappu Picnic ParGaye
Wahan Ja Kar Yaad Aaya Ke Pepsi To Ghar Bhool Gaye, .
Decide Kiya Ke Pappu Ja Kar Pepsi Le Aaye, .
Pappu:- Main Is Shart Par JaungaKi Tum Mere Aane Tak Samose Nhi Khaoge... .
Dono Ne Kaha Theek Hai,
1 Din Guzar Gaya Pappu Nhi Aaya,2 Din GuzarGaye 2no Ne Socha KeAb Samose Kha Lene Chahiye, Dono Ne Jaise Hi Samosa Uthaya...
Pappu Ped Ke Peche Se Nikal Ke Bola... .
Aise Karoge To Main Nhi Jaonga..