संता ने एयरलाइन के ऑफिस में फ़ोन किया.. रिसेप्शनिस्ट ने फ़ोन उठाया। .. संता: चंडीगढ़ से मुंबई तक कितनी देर का सफर है? .. रिसेप्शनिस्ट: एक मिनट सर। .. संता ने फ़ोन काट दिया और बड़बड़ाया.. “पी कर बैठी है, कमीनी।” :stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes::stuck_out_tongue_closed_eyes:
Santa ki shaadi ke 3 mahine baad hi beta ho gaya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kaise ho gaya?
Biwi: Aapki shadi ko kitna time hua hai?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur meri shadi ko?
Santa: 3 mahine.
Biwi: Aur bachcha kitne time baad hua?
Santa: 3 mahine baad.
Biwi: Total kitne mahine ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga?
SANTA kadhai leke bich raaste khana pakane baitha.
Kadhai khali dekh k logo ne pucha
saNTAJI kya bana rahe ho?
saNTA bola, Sabko bewakoof bana raha hoon.
Santa sent SMS to his BOSS: Me sick, no work.
Boss SMS back: When I am sick I kiss my wife try it.
Two hours later
Santa sms 2 boss: Me ok, ur wife very sweet.
Santa : Kal Raat Toilet main gaya toh wahan bhoot tha
.
.
.
Banta : "Acha !!!!! Fir Kya hua "
.
.
.
.
.
Santa : Hona Kya tha maine usse Bol diya "Bhai aap hi kar lo Humara toh waise hi nikal Gaya"
Santa 100 ke note par likha number dial kar raha tha.
Banta ne poocha: Yeh tu kya kar raha hai?
Santa: Dekh raha hoon, Gandhiji to chale gaye, par unka mobile kiske paas hai.
Santa: Kyu Bhai Udas Kyu Baithe Ho?
Banta: Ha Yaar! Meri Patni Ne Mujhe Notice Diya H
Ki Agar Maine Sharab Nahi Chodi To Weh Mujhe Chodkar Chali Jayegi.
Santa: Kitne Afsos Ki Baat H.
Banta: Ha Yaar, Bahut Bhali Aurat H Mujhe Bahut Yaad Karegi.
Santa:- Nevi Me Job Nikali Hai karoge,
Banta:- Ha-Ha Jarur Kaam Kya Karna Hai.
Banta:- Jab Jahaj Bich Samandar Me Ruk Jaye To Tumhe Piche Se Dhakka Lagana Hoga.
Santa- kaal mujhe pata laga ki mere sharir mai bilkul bhi iron nhi hai.
Banta-apko kaise pata chala? santa- maine mangnet laga k dekha tha chipka hi nhi.