Santa & banta sending sms 2 their gfs. Santa:mai tere mobile se apni gf ko sms bheju dekhte hain kya kahti hai? Banta: No, agar usne handwriting pehchan li to...?
Santa Ek Din Bijli Ki Dukaan Mein:
Do Fan Dena Ek Ladies Aur Ek Gents.
Dukaan Wala: Fans Mein Ladies Aur Gents Nahi Hota Yar!
Santa: Kyon Nahi Hota Ji
Ek Bajaj Ka De Aur Ek Usha Ka…
संता: ये बीमा कंपनी वाले भी गज़ब करते है. लोगों की बीवियों के पास घंटों बैठ कर पति के मरने के फायदे बताते हैं.
बंता:तभी मेरी बीवी बार-बार मुझसे मेरी उम्र पूछ कर खुश हो रही थी और कह रही थी की आपकी कीमत आप क्या जानो.
Santa: agar patni k pita ko sasur krhte hai to gf k pita ko kya kahenge?
Banta: agar woh apni beti ki shadi tmse karne ko raji ho gaye to sasur, nahi to assur..
Santa To Banta..
Santa-: Mere Mama Ne Mujhse
Choti Si Baat Pe Rishta Tod
Diya..
.
.
Banta-: Kyu..??
Kya Kaha Unhone..?
.
.
.
Santa-: Unhone Kaha
.
.
.
.
.
.
Mungfali Me Dana Nahi,
Hum Tumhare Mama Nahi.
Teacher Class Mein Students Ko History Padha Rahi Thi.
Subject Tha Babar Ki Bharat Par Chadayi Aur Panipat Ki Pehli Ladayi.
Ekdum Teacher Ne Pappu Se Pucha- Pappu, Babar Bharat Mein Kis Year Mein Aaya Tha.
Pappu Khade Hokar Bola- Jee Pata Nahi
Teacher: Kya Tumhari Aaknhe Kamjor Hai Ya Dhayn Kahi Aur Hai,
Samne Board Se Dekhkar Padh Nahi Sakte?
Pappu: Mam, Mein Soch Raha Tha Ki Yeh Uska Phone Number H.
Santa: Sham Ko Ghar aaya aur Sochne Laga
Ki aaj Kya Khas Karna Tha
Sochta Raha
Sochta Raha - Bahut Socha
Raat Ke 3 Baje Yaad aaya Ki aaj Jaldi Sona Tha
Waris ali*