Santa Apni Girlfriend Ko Lekar Ghar Aaya!
Use Bistar Par Baithaya,
Sab Darwaze Khidki Band Kar Di,
Aur Light Bhi Band Karke Apni Girlfriend Ke Pass Aaya,
Aur Bola: Ye Dekho Meri Watch Mein Light Jalti Hain.
Santa bar bar apni windows ka
Pasword bhool jata
tha.
Aik baar usne socha mein apni
windows ka pasword
kya rakhon jo kabhi na bholun.
Usne pasword rakha INCORRECT ...
Ab jab bhi wo ghalat pasword enter
karta
Computer usey khud bata deta
"Ur pasword is Incorrect"
Santa Rocked
Computer Shocked
Santa: I Lost Rs 1000 In A Bet..
Banta: How..?
Santa: On Cricket Match I Bet
Rs 500 And Lost..
Banta: Where Did The Rest Go.?
Santa: I Bet On The Highlight Too!
Santa : Main Ek Larki Ko 5 Lack Rupees De Kar,
Usse Daily Interest Leta Hu.
.
.
Tum Log Bhi Aisa Kro; Bara Maja Aayega,
.
.
.
.
.
Interest Ka Matlab Byaaj
.
Tum Kya Soch Rhe The U Dirty Mind.
Santa ne ek ladki se "I Love you" kaha.....
Ladki ne chanta mara aur boli: Kya bola?
.
.
To Santa rote huye bola:
.
Jab suna nahi tune to chanta kyu mara?
Do Desho Mein Yudh Ke Dauran Hamle Se Bachne Ke Liye, Jaise Hi Hawayi Hamle Ka Siren Baje Fauran Bank Mein Jaiye, Aur Ek Crore Ruppe Ka Karja Bank Se Le Li Lijiye.
Aur Ghar Aakar Aram Se So Jaiye. Fir Bank Wale Aapki Khud Suraksha Karenge. :smiley::smiley::smiley::smiley::smiley:
बंता की टूटी हुई टांग देख कर संता,"तुम्हारी टांग कैसे टूट गई?"
बंता: क्या बताऊं यार, कल दारू कम पी थी, इसलिए।
संता: दारू कम पीने से टांग कैसे टूट सकती है?
बंता: सीधी सी बात है, अगर मैंने छक कर पी होती तो मैं ठेके पर ही लुढ़क गया होता। कम पी थी इसलिए घर आने के लिए निकला और रास्ते में गढ्डे में गिर गया।
Santa- Mere 3 bete Engineer ban gaye lekin ek kambakht DAKU ban gaya.
Banta- To usko ghar se nikal do.
Santa- Yahi to problem hai kamakar b sala wahi lata hai….