Faadu Santa
Doctor: Tumhare Kaan Kaise Jale?
.
.
Santa: Main Kameez Istari Kar Raha
Tha,
Ke Phone Aa Gaya.
Maine Jaldi Mein Phone Ki Jagah
Istari Kaan Ko Laga Li
.
.
.
Doctor: To Doosra Kaan Kaise Jala?
.
.
.
.
Santa: Ab Ambulance Ko Bhi
Phone Karna Tha Na.
Santa banta jokes in hindi
Santa banta se: MBA ka matlab kya hota hai?
Banta santa se: nahi pata.
Santa banta se: Are aaj kal har jagah MBA ki dhoom machi hai.
banta: bata phir.
Santa banta se: MBA ka matlab "Mai Bhi Anna"
Santa: Woh ladki kitni sundar hai!
Banta: Mujhe uska naam pata hai.
Santa: Kya naam hai uska?
Banta: Woh bank mein kaam karti hai, uske counter ke upar uska naam likha tha "CHAALU KHAATA"
Santa ki dadi mar gaye...
Ek admi bola:mujhe bhi sath le jati dadi...
Do char aur admio ne bola:mujhe bhi sath le jati dadi.
Santa: chup ho jao kamino,dadi kya tata suno se gaye hai jo tmhe bhi sath le jati...
Ek Bus Mein Ticket Rate The 50,70,100. Ek Aadmi Ne Pucha Jab
Sab Seat Ek Si H To Fir Farq Ku. Conductor Bola Raste Mein Pata Chalega.
Uss Aadmi Ne 50 Wala Ticket Le Liya. Bus Chali Or Aadhe Raste Mein Khrabh Ho Gayi.
Tab Conductor Bola. 100 Rs Ticket Wale Baithe Raho 70 Wale Niche Utar Kar Khade Ho Jao.
Or 5 Wale Jab Tak Bus Start Nahi Ho Jati Dhakka Lagate Raho.
santa apne father k samne cigrate pi raha tha
Logon ne kaha ke aap apne father ke samne cigratte pi rahay ho?
Santa bola: Wo mera father hai, koi petrol pump thodi.
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai!
Maa: Bolo beta.
Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye.
Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki.
Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli.
Santa ? Yaar Banta tune poore toilet
me potty kyu kar di? Banta ? Yaar ye
mobile bhi na! Santa ? Kya hua?
Banta - Tune - IDEA - ka ad nahi
dekha - WALK when u TALK?
Bhikari: Kuch Khane Ko Dedo
SANTA : TAMATAR KHAO
Bikari: Roti Dedo
Santa : TAMATAR KHAO
Bikari: Le Ao Tamatar Hi Do
Santa Ki Mummy: Ye Totla Hai.. Kah Raha Hai
KAMAKAR Khao..