Santa In Bmw At Petrol Pump: 5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do. Pump Wala (Gusse Me): Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai? Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle, Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".
Santa And Banta Jungle Mein, Samne Aaya Sher…
Banta Ne Sher Ki Aakhon Main Mitti Phenki,
Aur Bhaagne Lagaa Aur Santa Ko Bhi Bhaagne Ko Kahaa.
Santa : Main Kyu Bhagu, Mitti To Tune Phenki Hai
Santa seedi par chade hue ghar ki chat pot rahe
the| Banta vaha aaya|
Banta- “Santa, tumne brush majbooti se
pakda hua hai na?”
Santa- “Haan! Kyu?”
Banta- “Mai thodi der ke liye seedi le jaa raha hu|”
Hey Bhagwan, Raksha Karna. Ramesh Ji Ne Subah Subah Mein,
Khana Khane Ke Baad Dono Hath Jodkar Bhagwan Se Prathna Ki.
Uske She Karmchari: Ramesh Ji , Aap Rojana Lunch Mein Isi Tarah Prathna Kyu Kiya Karte H.
Bhai Baat Yeh H Ki Sham Ko Khana To Mein Khud Apne Hatho Se Banata Hu.
Lekin Subah Ka Khana Patni Ke Hatho Ka Bana Hua Khata Hu.
Santa court mein judge se:
Aaj tak meri itni insult nahi hui,
meri nai padson ne mujhe nahate
hue dekh lia he!
Judge: to tum kya chahte ho?
Santa: Badla.
Ek Truck Dusre Truck Ko Rassi Se Bandh Kar Le Ja Raha Tha
Ye Dekh Kar Santa Hans-Hans Ke Lot-Pot Ho Gaya Aur Bola.
Santa: “Ek Rassi Ko Le Jane K Liye 2-2 Truck“
संता टीचर - जब बिजली कड़कती है तो चमक पहले दिखाई देती है और आवाज बाद में सुनाई देती है … क्यों ?
.
.
.
बंता स्टूडेंट - क्योंकि हमारी आँखें आगे हैं और कान पीछे … !!!
Santa toilet gaya to
diwar per likha tha,
"duniya chaand per
phuch gai hai, aur tum
yaha baitho ho?"
Santa ne likh diya,
.
.
"bas ye kerke, me bhi
jaa rhaa hun."
Santa: Yaar Banta Ye Shaadi
Ke Jode Kon Banta Hai..?
Banta: Aasmaan Me Bahgwan Bante Hai,
Santa: O Teri Yaar, Galti Ho Gye
Banta: Kyu..!
Santa: Main To Darji Ko De Aaya..!
Santa Ki Wife To Santa- Aaj Se+ Ka Mann Kr Rha H.
Santa- Jaan Aaj Nhi Kal Krenge.
Wife- Aaj Q Ni Janu.
Santa- Jaan Aaj C0nd*m Lana Bhul Gya.
Wife- Teri To Roz Ki Magaj Mari H,
Lamination Q Ni Krwa Leta Saale.