Santa being romantic to his wife.
"One day God tested me, erased all my memory and asked do you remember anyone now?
I told Him your name and He replied, "I am sorry some viruses cannot be formatted"
Santa to Banta - tumko
kisi se pyar hua hai ?
Banta - haa yaar par vo
manti hi nahi,
Kyu kya kaheti he,
Kaheti hai "I love u 2"
Pata nahi sala ye dusra
kon hai...
Santa In Coffee Shop With Wife..!
Santa: Jaldi Pi, Coffee Thandi
Ho Jayegi..
Wife: Ki Fark Painda Hai.?
Santa: Bewakuf Rate List Dekh..!
Hot Coffee = Rs 15
Cold Coffee = Rs 45
santa ek kali ladki ko dekh kar hash raha tha...
ladki pass aakar santa se boli
laki:pyare se dara lagta he ya thappd se???
(santa thodi der sochne k baad)
santa:tere
darawane chahere 6e.... :d :p
santa rock
ladki sock
संता प्रवचन सुनकर घर आया और पत्नी को गोद में उठा लिया.
पत्नी : – क्या गुरूजी ने रोमांस करने के लिए कहा है ?
संता : – नहीं पगली, उन्होंने तो कहा है कि अपने दुःख खुद उठाओ …!!!
Dimag ka Dahi wala JoKe
.
.
.
santa Nepali Se - Tum American
Ho?
..
..
..
Nepali- Nahi Me Nepal Ka Hu..
.
.
santa- Nahi Tum Amrican Ho
.
.
Nepali- Nahi Bhai Main Nepal Ka
Hu..
.
.
santa- Nahi Tum Amrican Ho
.
.
Nepali (Gusse Me)- Ha Me
American hu...
.
.
santa- Lagte To Nepali Ho
Khan
Santa dialled a phone number.
A computerizd female voice said,
"Apke Paas Paryapt Balance Nahi Hai".
Santa: Bas Janeman Tumse Baat Ho Jati Hai,
Itna Hi Kaafi Hai!
Doctor: Kaise Aana Hua?
Santa: Doc Sab, Tabiyat Theek Nahi
Hai,
Liver Mein Pain Ho Raha Hai
Doc: Daroo Peete Ho??
Santa: Haan, Par Chhota Peg Hi
Banana.
Santa: Yaar Banta Ye Shaadi
Ke Jode Kon Banta Hai..?
Banta: Aasmaan Me Bahgwan Bante Hai,
Santa: O Teri Yaar, Galti Ho Gye
Banta: Kyu..!
Santa: Main To Darji Ko De Aaya..!
Santa Was Kissing A Blank Paper.
Banta:
Ye Kya Hai?
Santa:
Mri Girlfriend Ka Love Letter Hai.
Banta:
Magar Ye Toh Khali Hai yar,
Santa:
Aaj-kal Hum baat nahin karte.
Santa :~ Aaj TV Par 30 Feet Ka Saap Dikhane Wale Hai.....!!
.
.
Banta :~ Ha Yaar...!!
Par Me Nahi Dekh Paunga...!!
.
.
Santa :~ Kyu ...........??
.
.
Banta :~ Kyunki Mera TV To Sirf 21 inch Ka Hi Hai Na....!!