santa apne father k samne cigrate pi raha tha
Logon ne kaha ke aap apne father ke samne cigratte pi rahay ho?
Santa bola: Wo mera father hai, koi petrol pump thodi.
संता ने एक रात अचानक उठकर अपनी पत्नी से पूछाः यह बताओ, किस तरह की मौत अच्छी है, तड़प-तड़प कर मरना या झटपट मर जाना?
पत्नीः ये रात के वक्त कैसे-कैसे सवाल पूछते हो, झटपट मर जाना ज्यादा अच्छा है...
संताः ठीक है तो अपनी दूसरी टांग भी मेरे ऊपर रख दो.
Santa: Sabji Lene Gaya,
Sabji Wala Sabji Per Pani Chidak Raha Tha,
Santa Intezar Karta Raha, Jab Kafi Der Ho Gayi To
Bola, “Agar Inhe Hosh Aa Gaya Ho To Ek Kilo Tol
Do”.
kkk
Banta: Yaar 2 Baar Tere
Restaurant Me Aaya, Par Dono
Baar Taala Laga Hua Tha..??
Banta: Tu Lunch Time Me Aaya
Hoga, Us Waqt Main Khana
Khane Ghar Chala Jaata Hoon..!
Santa Jungle Se Gujar Raha Tha,
1 Ajgar Ko Ped Par Latakte Hue
Dekha To, Santa Bola: Is Tarah
Latakne Se Height Nahi Badhegi
Mummy Ko Bolo Complan Pilaye.
by@ kabir
Santa to Banta - tumko kisi se pyar hua hai ?
Banta - haa yaar par vo manti hi nahi,
Kyu kya kaheti he, Kaheti hai "I love u 2"
Pata nahi sala ye dusra kon hai...........very funny
Biwi, Ek Dum Khush Hoke:
"Kya Baat Hai Jee, Aaj To Meri Photo-Pe-Photo
kheenche Ja RaheHo?
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
Santa: Kuchh Nahi Pagli, Aaj Mere Sarr pe Wild
Life
Photography ka Bhoot Sawaar Hai..
Santa (on phone): Maa, khushkhabri hai!
Maa: Bolo beta.
Santa: Hum, 2 se 3 ho gaye.
Maa: Badhai ho, ladka hua ya ladki.
Santa: Na ladka, na ladki. Maine doosri shaadi karli
:: Santa Banta Funny SMS ::
Santa raat ko cycle le ke qabristan main ghus gaya.
Phir dusri side se bahar nikla
Aur paseena ponchhty hue bola:????
Yaar, ye konsa road tha????????
Itne sare speed breaker
Ek Bar Dance Jo Apne Kaam Se Mashur Thi. Waha Ek Aadmi Use Aate Jate Ghurta Tha. Dancer Se Bhi Sehan N Hua. Or Use Boli Agar Tumne Battamiji Ki To Apne Pati Ko Bula Lungi. Kaha Gaye H Aapke Pati. Dancer Angdayi Lete Hue 1 Mahine Ke Liye Ghar Se Bahar. :slight_smile::slight_smile::slight_smile::slight_smile::slight_smile:
Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!