Santa Ko Ek Road Accident Ke Jurm Me
Girftar Kar Liya Jata Hai,
Judge: Ye Acident Ki Gatna Kaise Ghati.?
Santa: Sir Main Kuch Nahi Janta,
Main To So Raha Tha.
संता: ये बीमा कंपनी वाले भी गज़ब करते है. लोगों की बीवियों के पास घंटों बैठ कर पति के मरने के फायदे बताते हैं.
बंता:तभी मेरी बीवी बार-बार मुझसे मेरी उम्र पूछ कर खुश हो रही थी और कह रही थी की आपकी कीमत आप क्या जानो.
Santa:Agar nariyal ke ped pe chad jaun to..
Engineering College ki ladkiyan dikh jayegi
Banta:Pir hath chod dena,
To Medical College ki bhi dikh jayegi
Santa English k paper me fail ho gaya translation ki wajah se..
1.Main ek aam aadmi hoon. - I m a mango man.
2.Mujhe English aati hai. ... English comes to me.
3.Mera taluq Haripur hazara se hai. I blong 2 greenpur thousanda.
4.Sadak par goliyan chal rahi hai. tablets r walking on d road.
Santa loan lene k liye bank gya.
Bank k ek postar par likha tha ki " Hamre yaha Sone par loan Milta hai "
santa bank me so gya .
Gard ne santa ko uthaya or bola bank me kyu so rahe ho ?
Santa: loan k liye.
3 chor Santa , Golu aur Pappu ...
police se bachne ke liye 3 borio me
chup
gaye.
Police wale ne pehle bori par lat
maari.
Santa bola: bow bow..
Police wala: Isme kutta hai.
Fir dusri bori par lat mari..
Golu bola: meow meow...
Policewala: Isme billi hai...
Fir teesri bori par laat maari to koi
awaaz
nahi aayi.
Toh usne do laat maari fir bhi koi
awaaz nahi
aayi
fir 20-25 laat marne ke baad Pappu
zor se
bola:
Saale haramkhor aaloo hun aaloo.
Patni Ke Marne Ke Baad Uske Chita:fire: Ke Pass Akela Baitha Tha, Tabhi Tej Aandhi:cloud_tornado: Ke Sath Bearish :cloud_rain:Hone Lagi, Pati Ne Uthkar Khidki Band Kar Li Tabhi Bijli:thunder_cloud_rain: Kadakne Ki Awaaj Aayi, Pati Ne Khidki Khoil Or Aasman Ke Taraf Dektehe Hue. . Lagta H Upar Pachuch Gayi. :smiley::smiley:
संता और बंता :
लम्बी हवाई यात्रा करते हुए आइन्स्टीन और बंता एक दूसरे के सामने बैठे हुए थे।
आइन्स्टीन ने कहा, "चलो एक खेल खेलतें हैं, मैं एक प्रश्न पूछता हूँ अगर तुम्हें उसका जवाब न आये तो तुम मुझे 5 डॉलर देना अगर मुझे जवाब नहीं आएगा तो मैं तुम्हें 500 डॉलर दूंगा।"
आइन्स्टीन ने पहले प्रश्न पूछा, "धरती से चंद्रमा की दूरी कितनी है?"
बंता ने कुछ नहीं कहा और अपनी जेब से 5 डॉलर निकाले।
अब बंता की बारी थी उसने आइन्स्टीन से पूछा, "ऐसा क्या है जो तीन पैरों पर पहाड़ी पर चढ़ता है और चार पैरों पर वापिस उतरता है?"
आइन्स्टीन ने नेट पर खोजना शुरू कर दिया उसने अपने सभी दोस्तों को पूछा, और एक घंटे के बाद उसने बंता को 500 डॉलर दे दिए, आइन्स्टीन ने पागल होते हुए पूछा, "अब बताओ वो क्या है जो तीन पैरों पर पहाड़ी पर चढ़ता है और चार पैरों पर उतरता है?"
बंता ने जेब से 5 डॉलर निकाले और आइन्स्टीन को दे दिए।
Santa:" Kal meri shadi hai aur ladki walo ne kam log bulaye hai..
.
.
.
.
Banta:" To isme problem kya hai ??
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Santa:" pata nahi papa mujhe le jaynge ya nahi...:( :p :O :/
Santa Girlfriend ko ghar le gaya
Sab darwaze
Khirkiyan
Band kardi
Light off kar ke
Uske pass aaya Aur bola:
?
?
?
?
?
?
?
Ye
Dekho meri watch me light jalti hai