Santa: pehle me apni biwi ko BA karwaunga
fir MA fir Phd karwaunga
fir badiya si naukri dilwaunga.
.
Banta: fir acha sa rishta dekh k uski shaadi bhi krwa diyo
1 wari santa di wife nu nyana hon wala sega.
santa apni wife nu lai k hospital gya te utthe ja k nurse nu boleya.
santa to nurse: je munda hoya ta kahi PASS, je kudi hoyi ta FAIL.
Opration to bad
Nurse:santa ji twadi CMPARTMNT aayi aa.
Santa Aur Banta Ne
Samandar Ke Kinare
Board Dekha Jispe Likha Tha
"Doobtey Ko Bachane
Wal Ko 500 Ka Inam"
Santa: Main Jump Lagata
Hun Tum Muje Bachana
Is Tarha 500 Milenge
Hum Fifty Fifty Krenge.
.
Ye Keh Kar Santa Ne
Jump Laga Di.
Banta Khamoshi Se
Dekhta Raha
Toh Banta Ne Chilla Ke
Kaha: "Muje Tairna Nhi
Aata Tum Mje Bachate
Kyun Nahi?
Banta: Tum Ne Board Ke
Neeche Nahi Padha,
Neeche Likha Tha
"Laash Nikalne Wale
Ko 2000 Ka Inaam"
बंता की टूटी हुई टांग देख कर संता,"तुम्हारी टांग कैसे टूट गई?"
बंता: क्या बताऊं यार, कल दारू कम पी थी, इसलिए।
संता: दारू कम पीने से टांग कैसे टूट सकती है?
बंता: सीधी सी बात है, अगर मैंने छक कर पी होती तो मैं ठेके पर ही लुढ़क गया होता। कम पी थी इसलिए घर आने के लिए निकला और रास्ते में गढ्डे में गिर गया।
santa:-yaar mera kutta kho gaya hai. Main kya karu?
Banta:abe tu paper me kyo nahi de deta ki tera kutta kho gaya.
Santa: chup kar sale mera kutta pada likha nahi hai.
Santa: Chal Race Lagte Hai Jo
Haara Wo 1000 Rs. Dega..
Banta: Thik Hai Par Mujhe
Raasta Nhi Pata, Santa: Bas Tu
Mere Piche Piche Rehna. Banta:
Thanks Yaar Ur My Best Fend...!
santa apne father k samne cigrate pi raha tha
Logon ne kaha ke aap apne father ke samne cigratte pi rahay ho?
Santa bola: Wo mera father hai, koi petrol pump thodi.
Santa bar bar apni windows ka
Pasword bhool jata
tha.
Aik baar usne socha mein apni
windows ka pasword
kya rakhon jo kabhi na bholun.
Usne pasword rakha INCORRECT ...
Ab jab bhi wo ghalat pasword enter
karta
Computer usey khud bata deta
"Ur pasword is Incorrect"
Santa Rocked
Computer Shocked
Santa apne papa ke sat ja raha tha
Us ka lali pop gir gaya,
To daidy ne kha beta chod do
Dosra lelegen
2 dinbad un ke sat us ki ma bhi
thi,
Ma gir gai to bete ne kha,
Daddy chod do dosri lelege.
Satna: Ek bar mere upar se scooter nikal gaya, par fir bhi muje kutch nahi hua.
Banta: Yeh to kutch bhi nahi... Ek bar mere upar se aeroplane nikal gaya, me fir bhi bach gaya.
Santa Ke Maa Ke Tabyat Khrab
Ho Gye, Wo Apne Maa Ko Lekar
Hospital Gya.
Doctor: Inke Kuch Test Honge,
Santa: Hey! Bhgwan Ab Kya Hoga,
"Mere Maa To Anphad Ha"
Wife Bathroom Se Naha Ke Nikli To
Santa Use Ghur Raha Tha!
Wife Romantic Hokar:
Kuch Karne Ka Irada Hai Kya?
Santa 2 Thappad Maar Ke Bola:
Mere Garm Pani Se Kyu Nahayi!!