Jailer- faasi se pehel kisse miloge?
Santa-biwi se
Jailer- maa baap se nehi
Santa- maa baap to agla jnm lete hai mil jayenge
Biwi ke liye sala phir 25 sala wait karna padega !!!
santa:-yaar mera kutta kho gaya hai. Main kya karu?
Banta:abe tu paper me kyo nahi de deta ki tera kutta kho gaya.
Santa: chup kar sale mera kutta pada likha nahi hai.
santa ek kali ladki ko dekh kar hash raha tha...
ladki pass aakar santa se boli
laki:pyare se dara lagta he ya thappd se???
(santa thodi der sochne k baad)
santa:tere
darawane chahere 6e.... :d :p
santa rock
ladki sock
Santa: Sharab pite pite rone laga
Banta: Kya hua kyo ro rahe ho?
Santa: Yaar ki kara jis ladki ko bhulane k liye pi raha tha,
uska naam yaad nhi aa raha hai
Santa 1st time plane par baitha,
jaise hi plane ka agla tyre upar utha,
santa pilot ko maarne laga.
or bola:main pehle hi dara hua hu or tu stunt maar raha hai
Fashon Ka Zamana Hai Ek Ladki Ke T-Shirt Pe Likha Tha Amul The Taste Of India. Use Dekh Kar Santa Bahut Khush Hua, Aur Apni Pent Pe Likhva Liya Kurkure Tedha Hai Par Mera Hai.
Santa loan lene k liye bank gya.
Bank k ek postar par likha tha ki " Hamre yaha Sone par loan Milta hai "
santa bank me so gya .
Gard ne santa ko uthaya or bola bank me kyu so rahe ho ?
Santa: loan k liye.
Santa To Banta..
Santa-: Mere Mama Ne Mujhse
Choti Si Baat Pe Rishta Tod
Diya..
.
.
Banta-: Kyu..??
Kya Kaha Unhone..?
.
.
.
Santa-: Unhone Kaha
.
.
.
.
.
.
Mungfali Me Dana Nahi,
Hum Tumhare Mama Nahi..
Hahahaha.