Santa pe bijli ki taar gir gayi:
Santa tadap tadap ke mrne hi wala tha.
ki
Use yaad aaya..
bijli to 2 din se bnd hai,
wapas uth gaya or bola:
Sala! dara diya..!!
Banta Cigratte Pe 2 Metre Pipe Laga Kr Pe Raha Tha.
Santa : Tu Pipe Laga Kar Cig Q Pe Raha Hai
Banta : Doctor Ne Kaha, Cigaret-bidi Se Dur Rehna.
By -R J vishal
Aurto se bhari hui 1bus palat gyi, sari mar gyin.
Sab k husband 1-1 ghanta roye par Santa 2 ghanta roya..
Q?
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
.
Q k
santa ki wife se bus miss ho gyi thi;-)
Santa In Coffee Shop Wth Wife. Santar: Jldi Pi, Coffee Thandi Ho Jaye Gi. Wife: Ki Frk Painda Hai? Srdar: Bewakuf Rate List Dekh Hot Coffee Rs.15 Cold Coffee.45
Santa or Banta chess khel rahe the,
Santa : Aab bus hua.
hum khel band karte hain.
Banta: thik hain, waise bhi tumhara
ghoda,
aur mera hathi hi bacha hai.
Santa Introduces His Family :-
1.) Ye Meri Biwi GOOGLE KAUR
Ek Sawal Pucho To Das Jawab Deti Hai
2) Ye Mera Beta FACEBOOK SINGH
Ghar Ki Har Baat Poore Muhalle Tak
Pahuchata Hai
3) Aur Ye Meri Beti TWITTER KAUR.
Pura Muhalla Raat Din Ise Follow
Karta Hai
4) Aur Main Hu santa urf ORKUT
SINGH
Ab Mujhe Koi Puchta Hi Nahi.
संता और बंता :
लम्बी हवाई यात्रा करते हुए आइन्स्टीन और बंता एक दूसरे के सामने बैठे हुए थे।
आइन्स्टीन ने कहा, "चलो एक खेल खेलतें हैं, मैं एक प्रश्न पूछता हूँ अगर तुम्हें उसका जवाब न आये तो तुम मुझे 5 डॉलर देना अगर मुझे जवाब नहीं आएगा तो मैं तुम्हें 500 डॉलर दूंगा।"
आइन्स्टीन ने पहले प्रश्न पूछा, "धरती से चंद्रमा की दूरी कितनी है?"
बंता ने कुछ नहीं कहा और अपनी जेब से 5 डॉलर निकाले।
अब बंता की बारी थी उसने आइन्स्टीन से पूछा, "ऐसा क्या है जो तीन पैरों पर पहाड़ी पर चढ़ता है और चार पैरों पर वापिस उतरता है?"
आइन्स्टीन ने नेट पर खोजना शुरू कर दिया उसने अपने सभी दोस्तों को पूछा, और एक घंटे के बाद उसने बंता को 500 डॉलर दे दिए, आइन्स्टीन ने पागल होते हुए पूछा, "अब बताओ वो क्या है जो तीन पैरों पर पहाड़ी पर चढ़ता है और चार पैरों पर उतरता है?"
बंता ने जेब से 5 डॉलर निकाले और आइन्स्टीन को दे दिए।
Banta: Tum Tenstion Me Kyu Hai.?
Santa: Yaar Me Apni GF Ki Wajah Se Lakhpatti Ho Gya.
Banta: To Is Me
Tenstion Wali Kya Baat Hai.?
Santa: Main PahLe Carod Pati Tha.
Interviewer - Aapko, Kitne Saalo Ka Experience Hai.???? . . . Santa - Sir, Maine Kabhi Saalo Ko Try Nahi Kiya, Lekin Mujhe 2 Saaliyo Ka Experience Hai.
Doctor : Santo Se 3 Tarah Ki Goliya Dete Hue Kaha,
Lal Goli Subha, Pili Dophar, Aur Hari Raat Ko 3 Glass Pani Ke Sath Lena.
Thik Ho Jaogi,
Santo: Aakhir Mujhe Hua Kya H?
Doctor: Kuch Nahi. Tum Pani Kam Peeti Ho.
Santa: Yaar Banta Ye Shaadi
Ke Jode Kon Banta Hai..?
Banta: Aasmaan Me Bahgwan Bante Hai,
Santa: O Teri Yaar, Galti Ho Gye
Banta: Kyu..!
Santa: Main To Darji Ko De Aaya..!
Jaj : Suna hai pichale 10 saal se tmne apni biwi ko dara dhamka k rakha hai.
Santa : Par Janab
Jaj : Safai ki jarurat nahi bas itna batao ye tumne kiya kaise