:: Santa Banta Funny SMS ::
santa: Meri billi mar gai
banta: kese mari
santa: Maine use nahala diya tha
banta- nahalne se b kahi billi marti h
banta- Maine nahalane k bad use nichod b tha
Banta to Santa:- santa yah chaku kyu ubal rhe ho?
Santo to Banta:- Atmahatya karne k liye.
Banta:- To phir ubalane ki kya jarurat h?
Santa:- kahi infection na ho jaye.
In Biology practical exam:
Teacher: Is panchi k tange dekh k bataao ki iska naam kya hai..
Santa: Tange dekh k kaise bataao be..?
Teacher: NAALAKYAK!! Tumher zero milta hai. Apna naam bataao.!!
Santa: Ye le..meri taange dekh k likh le...:
Santa Class Me Hans Raha Tha 1 Ladki Boli STaNd UP Kaun Ho Tum?? . . Santa :- Tum Kaun Ho? . . . Ladki :- Mai MONITOR Hun. . . . Santa :- Ha.Ha.Ha.Ha.Ha. Tere Din Gaye Pagali Ab Laptop Aur LCD Ka Zamana Hai.
Santa kumbh k mele me pray kar raha tha...
.
.
Hey prabhu nayay karo..
.
.
Hey prabhu nayay karo...
.
.
.
.
Hamesha Bhai-Bhai bichadte hai
kabhi pati-patni pe bhi to try karo...
Santa In Coffee Shop Wth Wife.
Santar: Jldi Pi, Coffee Thandi Ho Jaye Gi.
Wife: Ki Frk Painda Hai?
Srdar: Bewakuf Rate List Dekh
Hot Coffee Rs.15
Cold Coffee.45