Santa in bmw at Petrol
Pump:"5 Rupaiye Ka petrol daal
do." . . . . .
.
Pump wala (gusse me):"Itna sara
petrol
dalwa ke kahaan jana
hai?" ;> . . . .. . .
.
.
.
Santa: "Jaana kahi nahi hai pagle,
Hum to aise hi paise udaate
Santa Banta Se,
Santa: Mere Teen Bete Engineer
Ban Gye Magr Ek Beta Daku Ban Gya,
Banta: To Use Ghar Se Nikaal Do,
Santa: Yehi To Problam Hai
Kamakar To Whi Laa Rha Hai..!
Daku bank lutne gaye..
gun ghar me bhul gaye
fir bhi bank lut lia
kaise?
bank manager santa tha, bola:
koi baat nai i trust u,
gun muje kal dikha dena.
Santa ne exam k liye Question
Paper banaya..
Paper dekhte hi saare bache
behosh ho gye
.
.
Que. the:-
1.China kis Desh me hai?
2.15 Aug kis Date ko Aati hai?
3.Green Rang kis Color ka Hota
hai?
4.Tamatar ko Hindi me kya Bolte
hai?
5.Mumtaz ki Qabar me Kon Dafan
hai..?
संता (बंता से)- आज टीवी पर 30 फीट का सांप दिखाने वाले हैं।
बंता (संता से)- अच्छा! पर मैं नहीं देख सकूंगा।
संता- क्यों?
बंता- मेरा टीवी सिर्फ 21 इंच का ही है!
Santa : Mai to Duvidha me Fanss Gaya hu..
Banta: Wo Kaise?
Santa: Yaar Biwi Ke Makeup Ka Kharcha Bardast Nahi Hota, aur Makeup K Bina Biwi Bardast nhi Hoti!...
Santa: Banta, Don’t Put Mobile Charging While Sleeping At Night?
Banta: Why??
Santa: Sometimes, Battery May Blast.
Banta: Yah. I Know. That’s Why I Am Removing Battery From Mobile While Chargig