The Most Romantic Lines
Main Kho Gaya Hu Tumhare Pyar Me Tum Bhi Kho Jao….
Santa Translated In English It Becomes:
I M Lost In Ur Love, U Also Get Lost..
Santa Ka Sir Phat Gya.
Doctor: Ye kaise Hua?
Santa: Main Chappal Se Keel Thok Raha Tha.
Mujhe 1 Admi Bola -
Gadhe Kabhi KHOPDI Ka Bhi Istemal Kar Liya Kar..
Teacher- Agar Duniya Ki
Sari Ladkiyo Ka Chehra
Ek Jaisa Hota To Kya Hota?
.
.
. .
.
.
Santa- Hona Kya Tha Sir,
Gas Cyilinder Ki Tarah
Aaj Iske Ghar,
Kal Uske Ghar ..
Santa:Bhai jaldi se do gulab
jamun de,
.
Avi ladai hone wala hain.
.
Dukandar: ye lo.
.
.
.
.
Woh dono khane k baad
.
Santa: Bhai,aur do de yar,
.
.
Ladai shuru hone se pehle kha
leta hoon.
.
.
Dukandar: yar kab se ladai ki
baat kar raha hain,
.
Kis ki ladai hone wala hain bol
toh zara.
.
.
.
.
Santa: Pehle kha lene de.
.
.
Khane k baad
.
.
.
.
.
.
.
Avi ladai start hogi,
.
.
Dekh maine kha toh liya,
magar mere paas paisa ni hain. :P
Santa: Yaar Ek Bat Bata ? . . . Banta : Haan Puchh ! . Santa : Yaar Log Sharab Kyun Pite Hain . Banta : Ab Log Sharab Kha To Nahi Sakte. Isliye Pite Hain ;-) :smile::smile::smile::smile::smile:
Ek Bus Mein Ticket Rate The 50,70,100. Ek Aadmi Ne Pucha Jab
Sab Seat Ek Si H To Fir Farq Ku. Conductor Bola Raste Mein Pata Chalega.
Uss Aadmi Ne 50 Wala Ticket Le Liya. Bus Chali Or Aadhe Raste Mein Khrabh Ho Gayi.
Tab Conductor Bola. 100 Rs Ticket Wale Baithe Raho 70 Wale Niche Utar Kar Khade Ho Jao.
Or 5 Wale Jab Tak Bus Start Nahi Ho Jati Dhakka Lagate Raho.
संता (बंता से)- यार मैंने अपनी गर्ल फ्रेंड को गिफ्ट देना है, क्या दूं?
बंता (संता से)- गोल्ड रिंग दे दे.
संता- कोई बड़ी चीज बता।
बंता- फिर एमआरएफ का टायर दे दे।
Accident k baad Driver gusse mein- Maine car ki headlight ON kar k bataya tha k pehle mujhe nikalne do.
Santa-assi vi tan wiper chala ke keha si ke "Na kaka Na"
Santa Aur Banta Ne
Samandar Ke Kinare
Board Dekha Jispe Likha Tha
"Doobtey Ko Bachane
Wal Ko 500 Ka Inam"
Santa: Main Jump Lagata
Hun Tum Muje Bachana
Is Tarha 500 Milenge
Hum Fifty Fifty Krenge.
.
Ye Keh Kar Santa Ne
Jump Laga Di.
Banta Khamoshi Se
Dekhta Raha
Toh Banta Ne Chilla Ke
Kaha: "Muje Tairna Nhi
Aata Tum Mje Bachate
Kyun Nahi?
Banta: Tum Ne Board Ke
Neeche Nahi Padha,
Neeche Likha Tha
"Laash Nikalne Wale
Ko 2000 Ka Inaam"
Biwi: Jo Aadmi Roj Raat Ko Sharab Peekar Aata H, Uske Liye Mere Maan Mein Bilkul Bhi Hamdardi Nahi H. Pati: Jise Roj Sharab Pine Ko Milti Ho, Use Kisi Ki Hamdardi Ki Jarurat Nahi Hoti. :grinning::grinning::grinning::grinning::grinning::grinning:
Ek bar santa hospitle ke samne ro raha tha. Banta bola kyun ro rahe ho.
Santa ne jawab diya-main khoon ka test karne aya tha ungly kaat di.
Banta bola ary yaar main tu paisaab ka test karany aya hoo
Santa ke bagiche mein bahut sare ped- paude thay,
Santa naukar ko bola ped-paudon ko pani dal.
Naukar: Sahab baarish ho rahi hai.
Santa: Abe to Chatri leke dal.
Santa In Bmw At Petrol Pump:
5 Rupaiye Ka Petrol Daal Do.
Pump Wala (Gusse Me):
Itna Sara Petrol Dalwa Ke Kahaan Jana Hai?
Santa:" Jaana Kahi Nahi Hai Pagle,
Hum To Aise Hi Paise Udaate Hai".