Santo :- Doctor:pill: Batate H Ki Pagalkhane Mein Aadmi Aurato Se 70% Jyada H. Santa :- Par Doctor Ne Yeh Nahi Likha Hoga Ki Iska Shreh Kise Jata H. :yellow_heart::yellow_heart::yellow_heart::yellow_heart:
Ek bar santa tree se ulta latak raha tha
BANTA:are santa tu tree se ulta kyun
latak raha he
SANTA:yar mere sir dard ki goli khai he
ab dar lag raha he ki vo pet me na chali
jaye to me ped se ulta latk gya
Santa to Banta: Tum apni biwi ko kya naam se bulate ho?
Banta: Google darling.
Santa: Why such a strange name?
Banta: Ek sawal karo, 100 jawab deti hai!
Santa : Aaj papa ne pitayi kar di
Banta : Kyun?
Santa : Meine to sirf itna pucha “KAMINE” film
dekhne chal rahe ho ya ghar pe hi “BLUE” film dekhoge kiaaaa
Santa: kal rat mai bathroom gya, to dekha baha bhoOot tha..
.
.
.
.
.
.
Banta: fir kya huya?
.
.
.
.
.
.
.
.
.Santa: hona kya tha, maine kaha k aap hi karlo bhoOot ji.. Mera to waise hi nikal gya hai aapko dekh k..
संता- यार तूने कभी सोचा है कि अस्पताल में ऑपरेशन से पहले मरीज को बेहोश क्यों किया जाता है?
बंता- अगर बेहोश नहीं किया और मरीज ने ऑपरेशन करना सीख लिया तो डॉक्टर के धंधे की तो वाट लग जाएगी।
Santa rail ki patri per so gaya.
Ek aadmi ne kaha kya kar rahe ho?
Train aayegi to mar jaoge!
Santa: Mere uper se hawai jahaaz guzar gaya to kuch nahi hua,train kya cheez he?
Santa toilet gaya to
diwar per likha tha,
"duniya chaand per
phuch gai hai, aur tum
yaha baitho ho?"
Santa ne likh diya,
.
.
"bas ye kerke, me bhi
jaa rhaa hun."
Faadu Santa
Doctor: Tumhare Kaan Kaise Jale?
.
.
Santa: Main Kameez Istari Kar Raha
Tha,
Ke Phone Aa Gaya.
Maine Jaldi Mein Phone Ki Jagah
Istari Kaan Ko Laga Li
.
.
.
Doctor: To Doosra Kaan Kaise Jala?
.
.
.
.
Santa: Ab Ambulance Ko Bhi
Phone Karna Tha Na.
Santa Ko Vodafone Mein Operator Ki Job Mil Gayi.
Lekin Job Ke Pehle Din Hi Use Bohat Gaaliyan Padi Aur Dhakke Dekar Job Se Nikal Diya Gaya Kyu Ki Usne Apne Office Mein Pehli Call Kuch Is Tarha Se Attend Kari Thi. Santa With First Caller: “How Can I Help You Sir?”
First Caller: “Mera Vodaphone Ka Sim Dhang Se Kaam Nahi Kar Raha.” Santa: “Abe To Airtel Ka Lele Na“
Biwi, Ek Dum Khush Hoke:
"Kya Baat Hai Jee, Aaj To Meri Photo-Pe-Photo
kheenche Ja RaheHo?
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
Santa: Kuchh Nahi Pagli, Aaj Mere Sarr pe Wild
Life
Photography ka Bhoot Sawaar Hai..
Santa Apni Girlfriend Se Phone Par Baatein Kar Raha Tha.
Girlfriend: “Mujhe Iss Valentine Par Kya De Rahe Ho?”
Santa: “Jaanu, Main Tumhe Diamond Ring La Dunga, Car, Bangla Sab La Dunga.”
Girlfriend: “Wowww, To Aaj Shaam Ko Park Mein Aa Rahe Ho Na?”
Santa: “Haan, Agar Mummy Ne Bus Ka Kiraya Diya To Jaroor Aa Jayunga.”