• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Aaj Mausam Ko Kya Ho Gaya Dost Mera Jaane Kahan Kho Gaya Hum To Uske MSG Ka Intezaar Karte Reh Gaye Par Lagta Hai Koi Aur Uske MSG Ka Haqdar Ho Gayaaaaaa
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aapki hasi bahut pyaari lagti hai, aapki har khushi hamein hamari lagti hai, kabhi door na karna khud se humein, aapki dosti humein jaan se bhi pyaari lagti hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • 1 hassi jo hasa de 1 ansoo jo rula de 1 aarzoo jo jaga de 1 chahat jo samza de Har aahat jo jaan le Us rishte ka naam hai** DOSTI**
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti kabhi musibat nahi hoti bin chahat khwaish puri nahi hoti apni zindagi me hamari mojudgi ko bevazah na samjhna, q k palke ankho par kabhi boz nhi hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek MuLakat kro Humse INAYAT Samaj kar Hr Chiz ka Hisab Dnge QAYAMAT Samaj kar Meri DOSTI pe Kbi Shak Na krna Hum DOSTI b karte Ha IBADAT Samaj kar.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Tassavur Tera Jab Bhi Aata H, Aankho Me Ashko Ka Sailaab Lata H, Fir U Gujarta H Waqt Mera, Na Dil Ko Krar Aata H, Na ‘Kumar’ Ko Aaram Aata H. Meri Wafao Me Asar Nhi Tha, Meri Duao Me Asar Nhi Tha, Aaya Tha Tufan Fiza Me, Mera Tabaahi-E-Manzar Dekhne, Mgar Gyi Nhi Khuda Tak ‘Kumar’ Unki Sadao Me Asar Nhi Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Baatein Karke Rula Na Dijiyega, Yu Chup Rehke Saza Na Dijiyega, Na De Sake Khushi To Gam Hi Sahi, Par Dost Bana Ke Uhi Bhula Na Dijiyega.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • कुछ खोये बिना हमने पाया है, कुछ मांगे बिना हमें मिला है, नाज़ है हमें अपनी तक़दीर पर जिसने आप जैसे दोस्त से मिलाया है ! Happy Friendship Day
  • 10 years ago



    Tags : Friendship SMS , Friendship Shayari SMS , Friendship Day SMS
  • now count... A : is : 1 B : is : 2 C : is : 3 ................ Z : is : 26 ab is tarah jode L + O + V + E = 54 AND F + R + I + E + N + D + S +H + I + P = 108 INTRESTING HE NA... FRENDSHIP IS A TWICE STRONGER THAN LOVE KASAMKHAN
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Aisa Waada Mat Karna Jo Nibha Na Pao, Usse Dil Mat Lgana Jise Paa Na Pao, Dosti To Sab Se Karna Par Use Sada Khus Rakhna, Jiske Bina Aap Muskura Na Paun.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Pyar ho ya dosti ho Inme wafadaree ki koi baat nahinhoti Inme to bus ehesas hote hai Jinme bewafaee ke liye koi jagahnahi hoti..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Har koyi saath ho ye zarori nahi hota jagah to dil mein banayi jati hai pas ho kar bhi dosti itni atoot nahi hoti jetni ke door reh kar nibhayi jati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Apki Dosti Hamare Suro Ka Saaj H, Aap Jaise Dost Par Hame Naaj H, Chahe Kuch B Ho Jaye Zindagi Me, Dosti Kal Bhi Vasi Hi Rahegi Jaise Aaj H.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Hr saans me Apka intazar kiya karte hai, hr khwab me Apka didar kiya karte hai, . diwane hai hum Apke dosti ka, . jo har roz Apke SMS ka intazar kiya karte hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ek sacchi dosti baarish ki tarah nahi hoti, jo aaye or chali jaaye, prantu hawa ki tarah hoti hai jo dikhai nahi deti par hamesha har pal mehsus hoti hai…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • kuch chehre bhulaye nahi jaate kuch naam dil se mitaaye nahi jaate mulakaat ho ya na ho lekin dosti ke chiraag kabhi bujhaye nahi jaate.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Dosti hoti hai dilke raaz batane ke liye, hum apni hasti mitade aapko hasaneke ilye, milneki aapko fursat hi nahi, to hum sms karte hai tumhe apni yaad dilane ke liye..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Baharon Ki Mehfil Suhani Rahegi, Labon Pe Khushi Ki Kahani Rahegi, Chamkate Rahenge Khushiyon Ke Sitare, Agar Aap Ki Dosti Ki Meharbani Rahegi.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS