Uss Ke Sath Rehte Rehte Hame Chahat Si Ho Gayi,
Usse Baat Karte Karte Hame Aadat Si Ho Gayi,
Ek Pal Bhi Na Mile To Najane Bechaini Si Rehti Hai,
Dosti Nibhate Nibhate Hame Mohabbat Si Ho Gayi.
आओ किसी शाम मुझे टूट के बिखरता देखो।मेरी रगों में जहर जुदाई का उतरता देखो, किस किस अदा से तुझे मांगा है तुझी से।आओ कभी मुझे सजदों में सिसकता देखो मेरे गोविंद! !!!!!!!!!
Kabhi Dosti Karne Ka Hisab Na Aaya,
Kabhi Kisi Bhi Sawal Ka Jawab Na Aaya,
Hum To Jagte Rahe Tumhari Hi Socho Mein,
Aur Tumhe Soo Kar Bhi Hamara Khawab Na Aaya.
Humne Bhi Kiya Hai Naam Hoke Ishk Me Badnaam,
Pyar Me Unke Hame Do Niyamate Mili,
Ek Hath Me Kalam Hai Duje Hath Me Hai
Jaam…………
Aankhon Se Dil Ke Fasane Nikale
Maikhane Se Sharaab Ke Deewane Nikle
Jo Dil Ka Haal Samajh Na Paya
Kyon Usko Hum Zakhm Dikhane Nikle
बेशक थोड़ा इंतजार मिला हमको,
पर दुनिया का सबसे हसीं यार मिला हमको,
न रही तमन्ना अब किसी जन्नत की,
तेरी दोस्ती में वो प्यार मिला हमको..
Happy Friendship Day
Aaj tak Maut se milna to nahi hua..........
"Dosto"
Par lagta hai Maut bahut hi KHUBSURAThogi...........
tabhi to jisko dekho
ek baar jata hai to fir wapas hi nahi ata.
UNKA thikana to dil me tha humare,
par unse do kadam aaya na gaya ,
humne Jab pucha Q tod diya pyar ka wada,
us ne hans kar kaha! BUS NIBHAYA NA GAYA...!
*** Universal Advice ***
Rishta Nibhao Hamesha Muskura
Kar,
Kisi Ko Dhoka Mat Do Apna Bana Kar,
Karlo Baate Jab Tak
Zinda Hai
Fir Na Kehna Chale
Gaye Dil Me Yaade Basa Kar..!!
DIL dil se juda nahin hote
yeh kisi par fida nahin hote
pyaar se bada koi nahin hota
pyaar se bada to dosti ka rishta hota hai
kyun ke dost bewafaa nahin hote.
वीर, दबंग, टाइगर, बोडीगार्ड में शूरवीर दिखने वाला सलमान खान अदालत का फैसला सुन के फुट फुट के रो पड़ा !!!
भगतसिंह, राजगुरु, सुखदेव, सावरकर ... अदालत का फैसला सुनकर हसते हुए खुशी से वंदे मातरम् गरजते थे।
ये फ़र्क है नक़ली ओर असली हीरो में "
आपका हीरो/आदर्श कौन होगा ?????????
♒ वन्दे मातरम् ♒
Zindagi Ek Baar Milti Hai Usko Na Yun Barbaad
Karo,
Khushi Ho Ya Gam Ka Aalam Us Khuda Par Aitbaar
Karo,
Mohabbat Hi To Hame Jeena Sikhati Hai Is Zamane
Mei
Isiliye Doston Kisi Na Kisi Se Tum Bhi Pyaar Karo.
Wo ishk to karti hai par janon nahi karti.
Wo katal to karti hai par khon nahi karti.
Eis kadar kanjoos hai meri chahne wali
Mis call to karti hai phon nahi karti