• Categories
  • Friendship Shayari SMS   1660
  • Dil Se Liya 1st "D" Love Se Liya 2nd "O Rose Se Mila 3rd "S" Geet Se Mila 4th "T" Sathi Se Mila 5th "I" Tub Jakar Bani Ye Pyari "DOSTI".
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Apne to apne hte h,Apno ko plko m aur dlme bsye jte h,Apne hmsa apne rhte h,APno ko na dur kr skte h aur na usse dur ho skte ,Q k Apne to Apne hte H.. Apno se hi to rista bnya jta h,Apno ko gle se lgya jta h,Apno se dil lgya jta h,Q k Apne to Apne hte h.. Apno S SKH DKH SB BATA JTA H,Apno KO SKH AUR DKH me SAMIL KYA JTA H,Apno S APNAPAN DKHYA JTA H,Q k Apne to apne hte h.. Apno ko hmsa dl k krib rkha jta h,Apne to sya ki trha hti h,jisse log kv v dur nhi ho skte,Q k Apne to apne hte h..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Din beet jate hain suhani yadin bankar Batin reh jati hai kahani bankar Pr dost to hamesha dil k qarib rahenge Kabi muskan to kabi Aakhon ka pani ban kar.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Andhere Me Raasta Dekkhna Mushkil Hota H Tufaan Me Diya Jalana Mushkil Hota H Kisi Se Bhi Dosti Itna Karna Mushkil Nahi Magar Dosti Nibha Pana Mushkil Hota H.....
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Pujya mitra, Pranam, Apke sandesh padhne k parschat hum ati anand vibhor ho jate uthte h, kripya apne chalit durbhash yantra se aap sandesh bhejte rahe.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • DIL kisika HUM todte nahi, DIL kisika HUM dukhate nahi, Bharosa Rakhna hamari DOSTI pe....... DOST bankar HUM kisiko bhulate Nahin...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • जरुरी नहीँ कि हर समय लबोँ पर भगवान का नाम आये, वो लम्हा भी भक्ति से कम नहीँ जब इंसान इंसान के काम आये।
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Sawaal paani ka nahin, pyaas ka hai. Sawaal maut ka nahin, saans ka hai. Dost to duniya mein bahut hai magar, Sawaal dosti ka nahin VISHWAS ka hai..
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Ashko ko moti bana deti hai Dosti, Zakhmo par malham laga deti hai dosti. Jab jeene ki vajah he na bachi ho, tab mout ko bhi zindagi bana deti hai dosti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Pyar me judai ki tarha . Dosti main chahat ki tarha . Mohabbat me wafa ki tarha . Meri zubaan per tum dua ki tarha
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Agar itni Pyari soch tumhari na hoti, mulakat tumse humari na hoti tadapte rehte sachche Dost k liye agar Dosti tumse humari na hoti…
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Door Ho Jaun To Zara Intezaar Karna, Apne Dil Ko Na Yoon Bekarar Karna, Laut Kar Aayenge Hum Chahe Jaha Bhi Ho, Bas Humari Dosti Par Dil Se Aitbaar Karna.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • TAAS KE PATO SE TAJMAHAL NHI BANTA. NADI KO ROKANE SE SAMANDAR NHI BANTA LADATEY RAHO ZINDAGI SE HAR PAL. AK GEET SE KOI SEKANDAR NAHI BANTA.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • TANHAIYON me hame yaad karoge, MEHFILO me hame talash karoge, Jab na milega koi hamare jaisa DOST, Tab shayad hamari DOSTI par NAAZ karoge!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Koi Chand Sitara Hai, Koi Phulo Se bhi Pyara Hai, Koi Khushi Ka Ishara Hai, Koi Dil Ka Sahara Hai, Wo Dost hamara hai, Aur Wo Naam "Tumhara" hai...
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Bhulte wo log hai bhulana jinka kam hai dosti ke bina gujrti nahi hamari sam hai kase bhul sakte hai ham unhe jo hamari jindgi ka dusra nam hai.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Chote se DiL me gum bahut he Zindgi me mile zkhm bahut he, Maar hi dalti kab ki ye Dunia hume, Kambhakht doston ki duaon me dum bahut he.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Bechaini tadpaye jab unki yaad aye, Humari khuli bahein unhe hi bulaye, Hume pata hai ki who ek khwaab hai, Khwaabon mein who hume yun hi tadpaye !!!ii
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Muskarana Hi To Khushi Nahi Hoti, Umar Bitana Hi To Zindagi Nahi Hoti, Dost Ko Roj Yaad Karna Padta Hai Kyunki, Bas Dost Kehna Hi To Dosti Nahi Hoti.
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS
  • Udas naa ho kyonki mai saath hoon, Saamne naa sahi par aas pass hoon, Bus dil se yaad karna mai koi aur nahi bus Dosti ka ehsaas hoon !!!
  • 10 years ago



    Tags : Friendship Shayari SMS