Pathar ki hai duniya Jajbaat nahi
samajti,
Dikl me kya hai vo baat nahi
samajti
Tanha to Chand bhi hai sitaron
ke beech,
par chand ka dard vo raat nahi
samajti…
Har ek se achhi baat karna fitrat hai humari,
Har ek khush rahe hasrat hai humari..
Koi dost hume yaad kare ya na kare,
Har ek ko yaad karna adat hai humari..
Chraghon Se Agar Door Ho Jaate Andhere,
To Chand Ki Chahat Kisi Ko Na Hoti,
Kaat Sakta Agar Koi Akele Ye Zindagi,
To Girlfriend Ki Koi Zarurat Nahi Hoti.
Socha na tha kbi aisi dosti hogi, Manzilo k sath rahein b hasti hogi,
Jannat ki galiyo k khwb q dekhu,
Agar hum saare dost sath honge to nark me b masti hogi.
Kuch waqt pehle Muje b zindagi ne azmaya tha Us dost k sath Maine b hasta hua pal bitaya tha rota hua chhodgye to kya hua Hasna b to unhi ne sikhaya tha.
Na Chaaho itna Hame Chahoton
se dar Lagta hai,
Na Aao itna Kareeb Judai se Dar
lagta hai,
Tumhari Wafaon pe Bharosa hai,
Magar Apne Nasseb se dar Lagta
hai.
अच्छा दोस्त तकिये के जैसा होता है,
मुश्किल में सीने से लगा सकते हैं,
दुःख में उसपे रो सकते हैं,
खुशी में गले लगा सकते हैं और
गुस्से में लात भी मार सकते हैं.
Happy Friendship Day
Kaik alag tamari ae rit mane game che..
tame karo cho ae tarkib mane game che..
mitro to che ketlay pan......
tame nibhavo cho ae Dosti ni rit mane game che...
Chahtay Hain Aap Ko Pyaar Dain,
.
Dosti Pe Yeh Zindagi War dain.
.
Par Jab Aap Ka SMS Nahi Milta To,
.
Dil Chahta Hai Aap Ka mobil deewar pe maar Dain..
Kon Kehta Hai Dost Ki Tumse
Humari Judaai Hogi, Yeh Afwaah
Zroor Kissi Dushman Ne Udaayi
Hogi, Shaan Se Rahenge Tumahre
Dil Mein Hum, Itne Dino Mein
Kuch To Jagah Bnayi Hogi.
Hum Kabhi Apno Se Khafa Ho Nahi Sakte,
Dosti Ke Rishte, Bewafa Ho Nahi Sakte,
Aap Bhale Humein Bhula Ke So Jaao,
Hum Aapko Yaad Kiye Bina So Nahi Sakte.