Mera Tu Ranjishain Sari Mitane Ka Irada Tha
Gale Us Shakhs Ko Phir Se Lgane Ka Irada Tha
Chlo Acha Hoa Us Ne Muje Sahal Se Hi Lota Dya
Warna Mera Tu Sari Kashtyan Jilane Ka Irada Tha
Mcha Deti Hai Halchal Khaylon Main Teri Yaadain
Warna Tuje Is Dil Se Bhulane Ka Irada Tha
Bari Minnat Smjat Se Wo Mana Hai
Jise Do Char Lafzon Mai Mnane Ka Irada Tha
Agar Wera Shakhon Pe Prindon Ke Ghar No Hote Mohsin
Tu Ab Sokhe Darkhton Ko Jilane Ka Irada Tha
Hume Sabne Kaha Tha Ke Mat
Karna Unse Pyar, Fir Bhi
Dekar Tujhe Mohabbat Khata
Ho Gai Humse Yaar, Jo Kiya
Hota Tune Ushi Vakt Inkar,
to Aaj Yu Na Baithe Hote
Hum Apna Sub Kuch Haar..
Tujhe qasam hai saqiya sharab la sharab de
utha subu nazar mila sharab la sharab de
har ek aisa jam ho ke jis pe tera naam ho
tu apne naam ke pila sharab la sharab de
na dil mein koi gham rahe na meri aankh naam rahe
har ek dard ko mita sharab la sharab de
bahut hasin raat hai tera hasin sath hai
nashe mein kuch nasha mila sharab la sharab de
surur hai khumar hai bahar hi bahar hai
magar zara ae dilruba sharab la sharab de
Woh dil de hum jaan de aur ho jaye apna pyar
Woh muskan de hum hasi de aur saj jaye apna sansar
Woh sapne sajaye hum haquikat banaye aur pyar ki ude leher
Aur ye pyar badta rahe har shaam har seher.
Zindagi khoobsurat hai,
par mujhe jeena nahi aata,
Har cheez mein nasha hai,
par mujhe peena nahi aata.
Sab mere bina ji sakte hain,
Sirf mujhe hee kisike bina jeena nahi aata...!!
Jis Tarah Ragon Mai Khoon Rahta Hai
Is Tarah Eri Chahat Ka Junoon Rehta Hai
Zindagi Ki Har Kushi Mansoob Hai Tum Se
Baat Ho Tum Se Tu Dil Ko Sukoon Rehta Hai…
Tohfe Me Gulaab Lekar Mat Aana,
Kabar Par Chirag Lekar Mat Aana.
Bahut Pyaase Hai Barson Se Hum, Ae Doston.
Jab Aana Sharaab Ki Ek Bottle Aur
Do Glass Le Kar Aana.