• Categories
  • Love Shayari SMS   18254
  • Suna hai waqt ke saath halat badal jate hain Insan badal jate hain, jazbat badal jate hain Par tum na badloge, ye aitbar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon Main tumse pyaar karta hoon...
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • किसी की यादों ने पागल बना रखा है; कहीं मर ना जाऊं कफ़न सिला रखा है; जलने से पहले दिल निकाल लेना; कहीं वो ना जल जाए जो दिल में छुपा रखा है।
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Zamane Me Koi Na Sahara Nazar Aaya, Bus Tu Hi Ek Humara Nazar Aaya, Tere Pyar Me Is Kadar Behta gaya, Na Tufan Nazar Aaya N Kinara Nazar Aya…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • DOSTI KI MEHFIL ME AAJ MERA ZIKAR HAI,ABHI TAK YAAD HUN UNKO KHUDA KA SHUKAR HAI,UNKI DHADKAN ME MERI YAAD ABHI BAAKI HAI,YE HAQIQAT MERE LIYE KAAFI HAI....! neet
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Takdir ne jaisa chaha dhal gaye hum yun to sambhal ke chalte the fir bhi fisal gaye hum Hum sochte rahe ke badal gayi dunia Par logo se suna hai ki badal gaye hum.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Do Kadam To Sab Chal Lete Hain Par Jindgi Bhar Saath Koi Nahi Nibhata Agar Ro Kar Bhulai Jati Yaadein To Hanskar Koi Gum Na Chupata.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Itna Kyun Chaha Ushe K Bhula Naa Ske Itna Kyun Paas Aae K Door Jaa Naa Ske Ab Tanhai Mein Bethe Tho Sochte Hein sweet Kyun Chaha Ushe Jishe Kbhi Pa Naa Ske
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • gulashan ke faqat phoolon se nahi kanton se bhi zinat hoti hai jine ke liye is duniya mein gham ke bhi zarurat hoti hai ae vaiz-e-nadan karta hai tu ek qayamat ka charcha yahan roz nigahen milati hain yahan roz qayamat hoti hai wo purasish-e-gam ko aaye hain kuch kah na sakun chup rah na sakun kamosh rahun to mushkil hai kah dun to shikayat hoti hai karana hi padega zabt-e-alam pine hi padenge yah aansu fariyad-o-fugan se ae nadan tauhin-e-mohabbat hoti hai jo aake ruke daman pe ‘saba’ wo ashq nahi hain pani hai jo aansu na chalake aankhon se us ashq ke qimat hoti hai
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Chaand To Nikla Hai Magar Ye Raat Na Hai Pehli Si, Ye Mulakat Mulakat Na Hai Pehli Si, Ranj Kuch Kam To Hua Aaj Milne Se, Ye Alag Baat Hai Ke Ye Baat Na Hai Pehli Si…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Na kabhi muskurahat tere hothon se duur ho.. Teri har khwahish haqiqat ko manzoor ho.. Ho jaye jo tu mujhse khafa sweet Khuda na kare mujhse kabhi aisa kasoor ho..
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Jis Tarah Ragon Mai Khoon Rahta Hai Is Tarah Eri Chahat Ka Junoon Rehta Hai Zindagi Ki Har Kushi Mansoob Hai Tum Se Baat Ho Tum Se Tu Dil Ko Sukoon Rehta Hai…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Insaan Do Wajah Se Badal Jata Hai, Koi Bahut Khass, Uski Zindagi Mein Aa Jaaye, Ya, Koi Bahut Khass, Uss Ki Zindagi Se Chala Jaye…
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Tere hote hue mahafil mein jalate hain chirag log kya sada hain suraj ko dikhate hain chirag apni maharumiyon pe sharminda hain khud nahi rakhte to auron ke bujhate hain chirag bastiyan chand sitaron pe basane wale kurra-e-arz bujhate jate hain chirag kya khabar hai un ko ke daman bhi bhadak uthate hain jo zamane ke hawaon se bachate hain chirag aisi tarikiyan aankhon mein basi hain ‘faraz’ raat to raat hum din ko jalate hain chirag
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kuch Baat Hui Aur Wo Haseen Nazare Ban Gaye Is Bhari Anjani Mehfil Me Humare Sahare Ban Gaye Khudayi To Dekho Unki Chahat Me Wo Kehte The Hum Unke Hain Par Hume Laga Hum Unke Ban Gaye… <3
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Kinare Par Baith Ke Samndar Ko Dosh Dete Hai, Doob Jate Hai To Mukdar Ko Dosh Dete Hai, Sambhal Ke Khud Nahi Chalte, Ghir Jate Hai To Patthr Ko Dosh Dete Hai.
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Aapka Hona Ab zarurat He Meri Aapse Milna Chahat He Meri Rehna Aap Sada Sath Mere Aapka Saath He To Dunia Jannat He Meri!
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS
  • Gam-e-hayat ka jagada mita raha hai koi chale bhi aao ki duniya se ja raha hai koi kaho ajal se zara do ghadi thahar jaye suna hai aane ka wada nibha raha hai koi wo aj lipate hain kis nazuki se lashe ko ki jaise ruthon huon ko mana raha hai koi kaheen palat ki na aa jaye sans nabzon mein hasin hathon se mayyat saja raha hai koi
  • 9 years ago



    Tags : Love Shayari SMS