• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Aapke Dil Me Dosti Ke Buniyaad Rkhnge, Khud Ko Qaid Tujh Ko Aazad Rkhnge, Khi Ho Na Jaaye Koi Gushtakhi, Isliye Apna Kadam Hum Tumhare Kadam Ke Baad Rkhnge!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • जिनको हमने चाहा मोहब्बत की हदें तोड़ कर; आज उसने देखा नहीं निगाह मोड़ कर; ये जान कर बहुत दुःख हुआ मुझे; कि वो खुद भी तन्हा हो गये मुझे छोड़ कर!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Raat ka andhera kuch kehna chahta hai, Ye chand chandni ke saath rehna chahta hai, Hum to tanha hi khush thaa, Magar pata nahi kyu ye dil kisi ke saath rehna chahta hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • idhar Jate Hain Sab, Udhar Jana Achha Nahi Lagta, Mujhe Puraane Raston Ka Safar, Achha Nahi Lagta, Galat Baaton Ko Khamoshi Se Suno, Hami Bhar Lena, Bahut Hain Fayde Is Mein Magar Achha Nahi Lagta, Mujhe Dushman Se Bhi Khuddari Ki Umeed Rahti Hai, Kisi Ka Bhi Ho Sar Kadmon Mein Achha Nahi Lagta,
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Hame Rulado Hame Gam Nahi Aap Hame Bhulado Hame Koi Gam Nahi Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya Smaj Lena Is Duniya Me Hum Nahi...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ek Shaks Paas Reh Ke Samjhaa Nahi Mujhe, Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe, Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Doon Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe, Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di, Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe, Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay, Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • मोहब्बत करने वाले ना जीते है ना ही मरते है, फूलों की चाह मैं वो काँटों पर से गुजरते है!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj b usko dhundhne har raat nikalta hu Uska aaj b wahi pr intzar karta hu Pata he wo nahi aayegi Magar uske intzar me waqt se baat karta hu..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Zindagi Ek Band Kitab Hai, Jise Aaj Tak Kisi Ne Khola Nahi, Jisne Khola Usne Padha Nahi, Jisne Padha Wo Samjha Nahi, Aur Jo Samaj Saka Wo Mila Nahi....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sata sata ke hamen ashkbar karati hai tumhari yaad bahut beqarar karati hai wo din jo sath guzri the pyar ke hum ne talash un ko nazar bar bar karati hai gila nahi jo nasibon ne kar diya hai juda teri judai bhi ab hum ko pyar karati hai kinare baith ke jis ke kiye the qaul-o-qarar nadi wo ab bhi tera intazar karati hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kaun kehta hai.... Ladki hasi to Fasi ?? Arz kia hai... Muskurana to har ladki ki ada hai wah- wah! Use jo Mohabbat samjhe wo sabse bada Gadha hai hahahahaha
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Toota Ho Dil To Dukh Hota Hai, Karke Mohabbat Kisi Se Ye Dil Rota Hai, Dard Ka Ehsaas To Tab Hota Hai Jab, Kisi Se Mohabbat Ho Aur Uske Dil Mein Koi Aur Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • ik peer awalli ae... ik dard anokha ae.. tun bhala kita mera, yan ditta dokha ae kuj jindgi sawr gyi jeena v okha ae kde akh khud hi ro pye teri yaad jhrokha ae jindgi v mushkil ae na marna sokha ae ik peer awlli ae... ik dard anokha ae........ ..gara bhuller..(kulvinder)
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Us Din Bajay Os Ke Tapkega Surkh Khoon Talvaar Leke Jab Main Khalon Mein Aaunga, Jab Raat Ke Supurd Mujhe Karne Aaoge Rumal Roshni Ka Hawa Mein Udaunga, Rah Rah Ke Ek Phool Mahkata Hai Khoon Mein Usko Badan Ki Mitti Ke Neeche Dabaunga, Aangan Mein Nanhe Nanhe Fariste Ladenge Jab Bhooro Dayavan Aankhon Mein Main Muskraunga…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kaash Koi Aisa Aaina Hota Jisme Hoti Pehchan Bewafa Ki, To Na Hi Dil Toot’ta Kisi Ka Na Hi Koi Tanha Hota, Waqt Ke Saath Saath Kaash Woh Zakhm Bhi Bhar Jata, Jinka Is Zamane Me Koi Marham Nahi Hota, Na Yaad Aati Wo Bhuli – Bhusri Baatein, Na Hi Shaam Dhale Koi Lekar Sahara Andhero Ka Rota, Mein Aansu Kyu Bahaon Kaushal Jo Chhod Gaya Mujhe, Zindagi Bhar Ka To Koi Kisi Ka Sahara Nahi Hota…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na Taaqat Aap Me Hai Na Apki Haddi Me Hai, Na Taaqat Aap Me Hai Na Apki Haddi me Hai, Taaqat To Usme Hai Jo Bina Haddi Ke Aapki Chaddi Me Hai. ;-)
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Shararat na hoti, shikayat na hoti. naino mai kisi ke nazakat na hoti, na hoti bekrari, na hote hum tanha, agar jahan me kambhakat ye mohabbat na hoti.iiiiik
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Jugnu Ko Qaid Kar K Muskaraya Na Karo; Roshni Ki Khatir Kisi Ka Dil Jalaya Na Karo; Sitam Karna Hai Karo Par Itna Na Karo; Yaad Nahi Karsakte To Yaad Aaya Na Karo!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ki Awaz Koi Pehchanta Nahi, Kisko Kya Dard Hai Koi Janta Nahi, Hum Bhi Nahi Chahte Aapko Pareshan Karna, Magar Kya Kare Dil Hai Ki Manta Nahi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS