• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Kirdar badal gaye, ab badli si yeh kahani hai, Zindagi mein mithaas thi ab zeher ke paani hai, Mere zakhmon par marham na lagaao, Mere paas bas yehi ek us ke pyaar ki nishani hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Minnat Kashe-Dawaa Na Huaa Main Na Acha Huaa, Buraa Na Huaa Jamaa Karate Ho Kyon Raqibo Ko Ek Tamasha Hua Gila Na Hua Ham Kaha Qismat Aazamaane Jaaye Tu Hi Jab Khanjar Aazamaa Na Hua Kitne Shirin Hain Tere Lab Ke Raqib Gaaliya Khaake Bemazaa Na Hua Hai Khabar Garm Unake Aane Kii Aaj Hi Ghar Me Boriyaa Na Hua Kyaa Wo Namruud Ki Khudaai Thi Bandagii Me Meraa Bhalaa Na Hua
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap Ki Dhadkan Se Hai Rishta Humara Aap Ki Saanso Se Hai Nata Humara Bhool Kar Bhi Kabhi Bhool Na Jana Aap Ki Yaado Ke Sahare Hai Jina Humara…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ik Saal Purana Qissa Hai Ik Larka Tha Deewana Sa Karta Tha Manmana Sa Wo Shokh Shokh Chanchal Sa Mehka Mehka Pagal Sa Ik Roz Muhabbat Ker Betha Or Ab K Sal Ka Qissa Hai Ab Wo Mazi Ka Hissa Hai Wo Pyaar Pe Jaan Ko Waar Gya Or Apne Aap Ko Maar Gya Sare Jag Se Jeet Gya Bas Apne Aap Se Haar Gya .
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kitni Jaldi Zindaagi Guzar Jaati Hai; Pyaas Bujtee Nahin Barsaat Chali Jaati Hai; Aap Ki Yaadein Kuchh Iss Tarah Aati Hai; Neend Aati Nahin Aur Raat Guzar Jaati Hai!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Duriyo Ka Gm,Gm Nhi Hota,Bgair Hichkiyo K Yado Me Dm Nhi Hota, Apne ApnoSe Kitne Hi Khafa Q N Ho, SachTo Ye H Apno K Liye Pyar Kbi Km Nhi Hota.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • महफ़िल ना सही, तन्हाई तो मिलती है; मिलें ना सही, जुदाई तो मिलती है; प्यार में कुछ नहीं मिलता; वफ़ा ना सही, बेवफ़ाई तो मिलती है।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aap jo khawab ki duniya le kar aaye the Aankh khulte hi wah duniya kahi nahin paaye Raaste me jo kaante bikhre the Use chaah kar bhi hum choon nahin paaye
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Marne wale toh ek din… Bin bataye marr hi jate h Lekin.. Wo log toh roz marte hain, Jo kisi ko khud se jyada chahte hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Toota jo dil to dukh hota hai. kar ke usse pyar dil ab bhi rota hai. Dard ka ehsas hota hai usi ko. Jo mohbbat pane ke bad khota hai...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi shayar ne"Maut"ko kya khoob kahaa: Zindagi me do minute koi mere pas na batha. aaj sb mere pas baithe ja rahe the. koi tohfa na mila aaj tk mujhe, aaj phool hi phool diye ja rahe the. taras gye hum kisi ke hath se diye ek libaj ko, aaj nye-nye kapde odhaye ja rahe the. Do kadam sath na chalne ko tayar tha koi, aaj kafila banakar ja rahe the. Aaj pata chala ke'MAUT'itnihas -in hoti hai, Kambhakt"HUM"to yunhi jiye ja rahe the..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khulle Paare Hain Meri Zindagi Kay Saare Warq Najane Kab Koi Aandhi Ura Kar Lai Jaii Kisi Ka Dard Kahan Tak Apnay Pass Rakhon Ye Jis Ka Ho Wo Nishani Bata Kar Lai Jaiiii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Tadap Jata H Ankh Baras Jati He Jab Raat Gaye Yaad Tere Aati He Soch K Tujhe Har Zakhm Hra Hota He Hiichkiya Leke Meri Raat Guzar Jati He.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Unke Deedar Ke Liye Dil Tadapta Hai Unke Intezar Mein Dil Tarasta Hai Kya Kahein Is Kambakht Dil Ko Jo Apna Hokar Bhi Kisi Aur Ke Liye Dhadkata Hai
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Meri Bhi Yaaro Wahi Puraani Si Kahaani Wo Tuti Hui Kashti Wo Majdhaar Ka Paani Mujhe Bhi Kisi Ne Beech Raah Me Chhoda Naam Diya Bewafa Aur Dil Mera Toda Maine Bhi Utahaya Wahi Badnaam Sa Kadam… Mehbooba Banaya Sharaab Ko Aur Haath Me Le Li Kalam Ye Tha Ab Tak Ki Shayari Ka Safar Shaayad Uski Judaai De Rahi Hai Mujhe Ye Hunar… Uss Haseena Ki Yaad Me Mai Yunhi Likhta Rahunga Aur Isi Tarah Aap Sabko Yahan Dikhta Rahunga…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • नाम छोटा है मगर दिल बडा रखता हु | | पैसो से उतना अमीर नही हु | | मगर अपने यारो के गम खरिद ने की हैसयत रखता हु | | | मुझे ना हुकुम का ईक्का बनना है ना रानी का बादशाह । हम जोकर ही अच्छे हे। जिस के नसीब में आऐंगे बाज़ी पलट देंगे।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Ko Tha Jis Se Pyar, Jab Woh Sanam Hi Rooth Gaya, Hum Ji Kar Kya Karenge, Jab Yeh Dil Hi Toot Gaya, Katal Kiya Nigaho Se Usne, Fir Bhi Gila Na Katil Se Magar, Apna Sabkuchh De Denge Hum Usko, Doond Ke Laayega Unko Kahi Se Agar…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • सोचा था इस कदर उनको भूल जाएँगे, देखकर भी अनदेखा कर जाएँगे, पर जब जब सामने आया उनका चेहरा, सोचा एस बार देखले, अगली बार भूल जाएँगे…..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ghar jab bana liya hai tere dar par kahe bagair janega ab bhi tu na mera ghar kahe bagair kahate hain, jab rahi na mujhe taqat-e-sukhan janun kisi ke dil ki main kyunkar kahe bagair kam us se aa pada hai ki jisaka jahan mein leve na koi naam sitamagar kahe bagair jee mein hi kuch nahi hai hamare vagarna hum sar jaye ya rahe na rahen par kahe bagair chodunga main na us but-e-kafir ka pujana chode na khalq go mujhe kafir kahe bagair
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS