• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Rulane ko apni kahani kafi Hai, Ishq me char pal ki jindgani kafi Hai, Dubne ke liye samundar ki kya jarurat, Apni palko se tapka wo pani hi kafi Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • 1 raat wo mile khwab mei, humne pucha kyuon thukraya aapne, jab dekha to unki aankho mei bhi aansu the, fir kaise puchhte kyuon rulaya aapne.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Pyar Toh Hum Bhi Karte Hain Aapse, Magar Kya Karein Hamari Nigaahein Juda Hain, Chahte Toh Hain Hum Bhi Aapke Saath Chalna, Magar Kya Karin Hamari Raaheein Juda Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khamosh raat hai saahilo ka saath hai koi dil ke kareeb toh kisi ke dil paas hai Safar tanha hai phir bhi dil me kaee jazbaat hai kabhi khushiyon ki mehfil kabhi gam ki barsaat hai yehi hai zindagi kahi mehekti subah kahi andheri raat hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohbbat shok se hoti hai irado se nhi, Dosti insano se hoti hai pattharo se nhi, Ager gila ho koi dil mai to mita dena, Gile apno se kiye jaate hai gero se nhi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • "दिल जलाने की अदा तूम्हारी अब तक नहीं गई,, फूल भी अब तुम पास वाली कब्र पे रख जाते हो.!"
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Waqt toh ab hume bhula chuka hain, Mukaddar bhi kahi hume na bhula de, Dil se mohabbat hum esliye nahi karte, Q ki darte h kahi koi fir se hume na rula de
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hum To Mojud Thay Raato Me Ujaalo Ki Tarah.. Wo Nikle Hi Nahi Dhoondne Waalo Ki Tarah.. Dil To Kya Hum Rooh Me Bhi Utar Jate.. Usne Chaaha Ni Nahi Chahne Waalo Ki Tarah..!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bhale Hi Raah Chalton Ka Daaman Tham Le, Magar Mere Pyar Ko Bhi Tu Pahchan Le, Kitna Intezaar Kiya Hai Tere Ishq Mein, Jara Yeh Dill Ki Betaabi Tu Jaan Le..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mar Jaayegi Sab Khwab, Toh Fir Kya Piyoge Aap, Daaman Ho Taar Taar Toh, Kya Seeyonge Aap, Saaki Ne Maykase Mein Kaha, Maykashon Se Pee, Bujh Jaayegi Pyass, Toh Kya Piyoge Aap…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kadam Yuhi Dagmaga Gaye Raaste Me, Warna Sambhlna Hum Bhi Jaanthe The, Thokar Bhi Lagi Tho Us Pathar Se, Jise Hum Apna Mante The.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Sookh Jaate Hain Lub, Lufz Milte Nahi Hota Nahi Humse Ishq Bayaan Unhe Kaise Bataoon Dil Ki Lagi Kaise Sikhaoon Aankhon Ki Zubaan!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Udasi Ke Chehre Padha Mat Karo Gajal Aansuon Se Likha Mat Karo, Bahar Haal Yeh Aag Hi Aag Hai Chiragon Ko Aise Chhua Mat Karo, Dua Aansuon Mein Khila Phool Hai Kisi Ke Liye Badduaa Mat Karo, Tumhein Log Kahne Lage Bewafa Jamane Se Itni Wafa Mat Karo, Khuda Ke Liye Chandani Raat Mein Akele Akele Fira Mat Karo
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kasoor unka nahi jo dhokha dia unhone, aadat to hame hi h dhokhe khane ki. Tutega dil ek din, jante the hum. Fir bhi bhul ki unko chahne ki.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dasht-E-Shab Par Dikhai Kia Deingi Silvatein Roshni Mein Ubhrain Gi Ghar Ki Deewarein Mere Jane Par Apni Tanhaiyon Ko Sochein Gi Ungliyon Ko Tarash Don Phir Bhi Aadtein Uska Naam Likhein Gi Rang-O-Bu Se Kahin Panah Nahi Khwahishein Bhi Kahan Aman Dengi Aik Khushbu Se Bach Bhi Jaon Ager Doosri Nikhatein Jakar Leingi Khirkhiyon Par Dabeiz Parde Hon Barishein Phir Bhi Dastakein Deingi
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • kar chuka hai qatal mujhe to tu kabka. mere saath kitni maiyatein jalne lagi hain. pata hai tujhe hai gumaan apne pyaar par. abto tere bin meri raatein katne lagi hain.. ho chuki inteha ab to laut aa jaalim.. ke aaja abto meri saanse thamne lagi hain
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apno ne pyar me rula diya, kya hua jo kisi aur ke liye hume bhula diya, hum to waise b akele the, kya hua jo aapne ye ehsaas dila diya...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kisi ke dil mein basna bura to nahi Kisi ko dil mein basana khata to nahi Hain ye zamane ki nazar me bura to kya hua Zamane wale bhi insan hai khuda to nahi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS