░░░(¯`:´¯)░░ Teri Yaadon Ki Rawani
░░(¯ `•.|/.•´¯)░ Or Yeh December
░(¯ `•.(۞).•´¯)░(¯`:´¯)⋰ Meri Baatain, Teri Kahani
░░(_.•´/|`•._)(¯ `•.|/.•´¯) Or Yeh December
░░░ (_.:._).░(¯ `•.(۞).•´¯) Mera Hath Tere Sath, Lambi Sarak
░░░(¯`:´¯)░░(_.•´/|`•._) Or Yeh December
░(¯ `•.|/.•´¯)░░(_.:._) Kahomosh Shamain, Sunehri Raatain
░(¯ `•.(۞).•´¯) Or Yeh December
░░(_.•´/|`•._).. Bheegey Din, Madham Su
Raj, Halke Badal
░░░(_.:._)░░░░░ Or Yeh December
░░░(¯`:´¯)░░ Behti Nadiya, Gatey Panchi, Urti Dhund
░░(¯ `•.|/.•´¯)░ Or Yeh December
░(¯ `•.(۞).•´¯)░(¯`:´¯)⋰ Tanha Mein, Tanha Chand
░░(_.•´/|`•._)(¯ `•.|/.•´¯) Or Yeh December
░░ (_.:._) (¯ `•.(۞).•´¯) Meri Ankhein. Meri Neend, Tere Khawab
░░░(¯`:´¯)░░(_.•´/|`•._) Or Yeh December ♥ ♥
Sapna ek lekin mushkile hazarhai,
Tanhayi aur gum to mere bachpan ke yaar hai,
Ab to yeh dil maut ke liye bhi taiyaar hai,
kyunki is zindagi me hume sirf bewafao se pyaar hai…
Kaha Koi Aisa Mila Jispe Dil
Luta Dete, Har Ek Ne Dhoka
Diya Kis kisko Bhula Dete,
Apne Dil Ka Dard Dil Hi
Mein Dabaye Rakhe Hain, Karte
Bayan To Mehfil Ko Rula Dete.
Mohabbat Mein, Bekar, Dil Ko Tadpana, Hamein Achha Nahi Lagta,
Har Kisi Ko, Palko Pe Bithana, Hamein Achha Nahi Lagta,
Sacha Saathi Toh Hamein, Aaj Tak Mila Nahi Koi, Sagar,
Kisi Bewafa Ko, Dil Mein Basana, Hamein Achha Nahi Lagta….
Devdas Ko Paaro Ne Nakam Kar Diya
Sharabi Ko Sharab Ne Badnam Kar Diya
Mahobbat Ho Ya Sharab, Dono Ka Asar Dekh Lo,
devdas Aur Sharabi Ka, Eksa Anjaam Kar Diya.
महफिल भी रोयेगी, हर दिल
भी रोयेगा ,
ङुबी जो मेरी कश्ती तो साहिल
भी रोयेगा ,
हम इतना प्यार बीखेर देगे इस
दुनीया मे के,
मेरी मौत पे मेरा कातिल भी रोयेगा……!!
Haay Seene Se Lagaunga,
Bhool Ke Tujhe Main Mar Jaaunga,
Haai Main Mar Jaaunga,
Kiya Sadik Ka Tune Bura Haal -2,
Laga Ke Mehndi Mere Khoon Ki,
Haay Laga Ke Mehndi Mere Khoon Ki,
Gore Haath Tune Kar Liye Laal,
Laga Ke Mehndi Mere Khoon Ki,
Mere Ashkon Ka Na Mana Sawaal,
Laga Ke Mehndi Mere Khoon Ki…
Dil Se Kuch Der Tujhko Juda Rakhun
Mere Bas Mein Nahi Ke Main Tujhe Khafa Rakhun
Nahi Hai Kuch Bhi Mere Dil Mein Siva Tere
Main Tujhe Bhula Doon To Yaad Kya Rakhun…
Yaadon Ne Paas Aakar Kuch Yoon Gun-Guna Diya,
Jaise Kisi Ne Bhoola Hua Fasana Suna Diya,
Jaane Kya Baat Thi Us Gujre Kal Mein,
K Dil Roya Lekin Chehra Muskura Diya.