Tum kya jano dard-e-tanhai kya hoti hai.
Kya jano gam-e-judai kya hoti hai.
Jis din ruksat hoga tere dil se mera chehra.
Us din janoge mohbbat-e-judai kya hoti hai.
Ek Shaks Paas Reh Ke Samjhaa Nahi Mujhe,
Is Baat Ka Malal Hai Shikwa Nahi Mujhe,
Main Us Ko Bewafai Ka Ilzam Kaisay Doon
Us Ne To Ibteda Se Hi Chaha Nahi Mujhe,
Pathar Samajh Kar Paon Se Thokr Laga Di,
Afsos Teri Aankh Ne Parkha Nahi Mujhe,
Kya Umedein Baandh Kar Aaya Tha Samnay,
Us Ne To Aankh Bhar Ke Dekha Nahi Mujhe…
टूटे हुए दिलों की...
टूटे हुए दिलों की दुआ मेरे साथ है;
दुनिया तेरी तरफ है ख़ुदा मेरे साथ है;
आवाज़ घुंघरुओं की नहीं है तो क्या हुआ;
सागर के टूटने की सदा मेरे साथ है;
तन्हाई किस को कहते हैं मुझ को पता नहीं;
क्या जाने किस हसीं की दुआ मेरे साथ है;
पैमाना सामने है तो कुछ ग़म नहीं निज़ाम;
अब दर्द-ए-दिल की कोई दवा मेरे साथ है।
Kitni Mushkil Se Kati Kal Ki Meri Raat Na Pooch,
Dil Se Nikli Hui Honthon Mein Dabi Baat Na Pooch,
Main Jiske Waste Lad Jaoon Is Khudai Se,
Mujhe Khud Se Hai Pyari Yeh Kiski Zaat Na Pooch,
Wo Kis Ada Se Mere Samne Se Ghuzri Hai Abhi,
Kis Tarha Maine Sambhale Mere Jazbat Na Pooch,
Waqt Jo Badla To Insan Badal Jaata Hai,
Kya Nahi Dikhlate Yeh Gardish-E-Halat Na Pooch,
Woh Kiska Ho Bhi Gayi Aur Mujhe Khabar Na Hui,
Kis Tarha Usne Chhudaya Hai Mujhse Haath Na
Pooch,
Pyaar me dhokha milta hai yaha sochne ki bta hoti hai
.
.
E mere dosto pyaar to dil se kiya jata hai
.
To log kiu kisi ki batao ko son kar
.
Dosro ko bewafa kehte hai
Saari Raat Aankho Ko Ab Nind Nahi Aati Hai
Unki Yaad Ab Harpal Mujhe Kyu Tadpati Hai
Kaise Bhul Jayein Ab Hum Unki Mithi Yaado Ko
Unki Yaado Se Thodi Si Khushiya Mil Jaati Hai.
Muddato baad yeh dil patthar se dil huwa hai, ise
dil rahne do.
Dil mein hai jo arman use zaban se kahe lene do,
Pata nahi Zindagi ki Kab shaam Dhal Jaye Agar ajj
Mile hai to Kahe lene Do!!!.
Dard hai dil mein par iska ehsas nahi hota
rota hai dil jab vo pass nahi hota
barbaad ho gaye hum unki mohabbat mein
aur vo kehte hai is tarah pyaar nahi hota.
Hum Nikle Thhe Sair Karne,
Dil Mein Kuchh Armaan The,
Ek Taraf Hariyali Thi,
Ek Taraaf Samsaan Thhe,
Yun Hi Hum Aage Bade,
Us Dabi Hui Haddi Key Kuchh Bayan Thhe,
Ohh Chalet Musafie Jara Sambhal Kar Chal,
Kyonke Hum Bhi Kabhi Insaaan Thhe…
Aap badle is kadar hum hairan rah gaye,
Aap khush hai hum pareshan rah gaye,
Jane kab ye jaan nikal jaye mere jism se,
Hum apne hi jism me mehman rah gaye.
Ho gayi shaam kisi ke intejar mein,
Dhal gayi raat usi ke intejar mein,
Fir hoga sawera usi ke intejar mein,
Intejar ki aadat pad gayi hai intejar mein