• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Jab saamne tum aa jati ho Dil pe ek khumaari si chha jati hai Teri zulfon se tere aanchal se Rut aur rangeen ho jati hai Teri baatein teri har ek ada Jeene ka armaan jagati hai Tera sharmana aur muskurakar palken jhukana Dil ki bechaini ko aur badhati hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chaand Ki Judai Me Asman Bhi Tadap Gaya Uski Ek Jhalak Pane Ko Har Sitara Taras Gaya Baadal Ke Dard Ka Kya Kahun Wo Bhi Haste Haste Baras Gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • वह कहता है पागल है वो तो; जो मेरी बातों को अपने दिल पर ले ​गई; मैंने तो कभी उसे अपना माना ही नहीं था; वो तो खुद-ब-खुद मेरी होकर रह गई।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Uski Chahat Se Ikrar Na Karte Uski Kasmo Ka Aitbar Na Karte Agar Pata Hota Hum Sirf Mazak Hain Unke Liye Kasam Se, Jaan De Dete, Par Pyar Na Karte.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi Khubsurat Thi, Sajaya Tha Aisa Aapke Pyar Ne Basta Tha Gulistan, Mehkaya Tha Aapke Pyar Ne Aur Zindagi Se Koi Aash Na Rakhi Humne Paane Ke Baad Tumhe Koi Pyaas Na Rakhi Humne Lekin Jaane Kya Khuda Ko Tha Manzur Ke Paane Ke Baad Apko Kho Diya Humne
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Door Rehti Ho Doori Ka Ehsaas Delati Ho, Adaain Dekh Kar Chehra Chupatey Ho, Kitna Bhi Chupalo Hum Jaan Gye Hai, Tum Seharo Me Dhol Baja Ke Logon Ko Jagatey Ho.!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khusion se naraz hai meri zindagi, Pyar ki mohtaj hai meri zindagi, Hans lete hain logon ko hansane k liay warna, Dard ki kitab hai meri zindagi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zindagi k safar ko lafzo me piroya hai , Apni har ghazal ko dard me piroya hai , Aaj wah-wah na kehna mere yaaro , Kyunki aaj fir ye dil kisi ki yaad me roya hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Wajha Hai Mere Darne Kee; Ab To Khwaish Hai Unki Yaadon Mein Marne Kee; Na Jane Unhein Kyon Itna Yaad Karta Hai Dil; Jinhe Fursat Hi Nahi Hai Humein Yaad Karne Kee!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Is Baat Ki Khusi Rahegi Hamesha, Ki Nibhayi Hai Sada Wafa Hamne, Bhale Dil Toota Aur Mile Jakham, Magar Hanskar Sahi Saja Humne…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • tum jo chaho hum usi me dhal jayenge...Aa ke tere pas ek mom ki tarah pighal jayenge...mohabbat ke nam par humko yanhi baksh do...hum tere kadmo ki khak se yunhi behal jayenge...tum jo chaho v toh humko bhula na sakonge...is tarah hum tere dil me rooh bankar utar jayenge....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bade ajib he ye jindagi k riste.... Anjane mod par kuch log dost ban jate he.... Milne ki khusi de ya na de....  Bichhadne ka gam jarur de jate he..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ishq ne insaan ko kya diya, Kavi kise katil bana diya, Do phool ka bojh na utha sakti thee Mumtaaz, Aur Shahjahan ne usspe Tajmahel bana diya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Tanhai Me Tuje Na Kabi Bulaungame Kbi Apni Yaad Na Dilaunga Me Tuje Khush Dekhna Chahta Hu Me Isliye.. Tujhse Bahut Door Chle Jaunga Me..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj pyaar me baithi har baat alag hogi.. Uski yaad me rone ki baat alag hogi... Dil janta hai mera vo mujhse pyar nahi karti... Par uski yaad me marne ki baat alag hogi..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kabhi Hum Tute To Kabhi Khwab Toote Na Jane Kitne Tukdon Mei Armaan Toote Har Tukda Aaina Hai Zindagi Ka Har Aaine Ke Saath Lakhon Jazbat Toote…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aksar mai apni raat youn barbaad karta hun, baith k kisi kone mei unko yaad karta hun, uske wapis aane ki ummid to chhod di kab ki, phir bhi dehlez pe apna waqt barbaad karta hun.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS