• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Zindagi hai chhoti, har pal mein khush raho… Office me khush raho, ghar mein khush raho… Aaj paneer nahi hai, dal mein hi khush raho… Aaj gym jane ka samay nahi, do kadam chal ke hi khush raho… Aaj doston ka sath nahi, TV dekh ke hi khush raho… Ghar ja nahi sakte to phone kar ke hi khush raho… Aaj koi naraaz hai, uske is andaz mein bhi khush raho… Jise dekh nahi sakte uski awaz mein hi khush raho
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • नींद आँखों में नहीं ख़्वाब खो गए; तन्हा ही थे, कुछ तेरे बिन हम हो गए; दिल कुछ तड़प उठा, ज़ुबान भी लड़खड़ाई; तेरी याद में दो आँसू चुपके से बह गए।
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Chaman se 1 bichhda hua gulab hu... . Mai khud apni tabahi ka jawab hu... . Yu nigahe na fero mujhse... . Nalayako..Main tumhari hi sangat me barbaad hu...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Hamari yaad hamari har baat keh jayegi, Nishani k liye bas hamari baate rhe jayegi Agar aap chaoge jo inse picha chhudana, To bas ye apki chahat reh jayegi.....
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • USKI BATO KO HAR PAL YAD KARKE ROYE. USKE LIYE KHUDA K DAR PAR FARIYAD KARKE ROYE.. USKI KHUSHI K LIYE USKO CHOD DIYA.. FIR USI KI KAMI KA AHSAS KARKE ROYE..
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Phir kahin door se ik baar sada do mujko, Meri tanhai ka ehsaas dila domujhko, Tum to chand ho tumhe meri zaroorat kya hai, Main diya hoon kisi chaukhat pe jala do mujko.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saath Chalte Jaa Rahe Hain Pass Aa Sakte Nahin Ek Nadi Ke Do Kinaron Ko Mila Sakte Nahin Dene Wale Ne Diya Sab Kuchh Alag Andaaj Se Saamne Duniya Padi Hai Aur Utha Sakte Nahi Uski Bhi Malburiyan Hain Meri Bhi Majburiyan Roj Milte Hain Magar Ghar Mein Bata Sakte Nahin Kisne Kiska Naam Into Par Likha Hai Khoon Se Ishtihaaron Se Yeh Deeware Chhupa Sakte Nahin…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • कल सुरज जमीन को जलाता था आज जमीन आसमान को रुलाती है सब कुछ वही है सिर्फ वक्त बदलता है।!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Teri Yaad Me Pal Pal Marta Hai Koi.. Har Sans Ke Baad Tujhe Yaad Karta Hai Koi.. Jab Fursat Mile Tujhe To Soch Lena.. Ki, Kitni Khamosh Mohabbat Tumse Karta Hai Koi!
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • *TaPak* *PaRtay* Hain *AnSoo* Jab *YaaD* *Tumhari* Aati Hai* *Ae*DOSTO* *Yeh Woh* *Barsaat* Hai* *Jiska* Koi *Mausam* *Nahi_Hota*
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Subah Juda Hai Raat Juda Hai, Apni To Her Baat Juda Hai, Tumse Bichar Ker Aisa Laga, Jaise Dua Main Haath Juda Hai, Sab To Aate Rahte Hai, Tum Aao To Baat Juda Hai… +++++
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Na main apne paas usko bula Saka, Na apne dil ki baat usko bata Saka Woh hansi hansi mein Chal diye, Aur main haath tak na hila Saka Main yuhi sochta raha din raat, Magr usko kabi kuch bata na Saka Ye mukaam hi tha kuch alag Sa, Aur main khud ko b na bacha Saka Wo juda bhi kuch aisa huwa Aur, Main Koi rasam tak nibha na Saka
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bahu Dino Baad Yeh Khayal Aaya, Ki Humne Zindagi Ko Jiya Hi Nahi, Abhi Bhi Uthati Hai Tees Seene Mein, Shayad Yaar Ka Diya Jakham Siya Nahi …
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Us Ke Siwa Koi Mere Jazbat Me Nahi Aankho Me Wo Nami Hai Jo Barsat Me Nahi Pane Ki Use Koshish Bohat Ki Magar Wo Ek Lakir Hai jo Mere Hath Me nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Mohabbat ka dard kia hai? Kisi ne poocha to asman ro para, Darakht khokla hokar gir gaya, Samandar ubal utha, Tara toot k gir gaya, Hawayen sisakne lagen, Khushbu mand pargayi, Or main bikhar gaya.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • pather se pyar kiya nadan the hum... galti humse hui insaan the hum... aaj jinhe humse baat krne main takleef hoti hai... kbhi wo kehte the unki jaan hai hum...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Kya Karoge Jaankar Hamaare Baare Mein, Hum Toh Bas Yun Hi Jiye Jaate Hain, Log Dete Ja Rahe Hain Gham Humko, Hum Toh Bas Unko Siye Jaate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS