chahat ko teri hum ne apni chahat banaya
per teri chahat hamari chahat ban na saki
ummid karke teri chahat ko paana chahate the
per teri chahat ne hi hum se dooriyan bada di..
Koi Umeed Bar Nahi Aati,
Koi Soorat Nazar Nahi Aati…
Mout Ka Aik Din Muayyan Hai
Neend Kion Raat Bhar Nahi Aati..?
Aage Aati Thi Haal-E-Dil Pe Hansi,
Ab Kisi Baat Pe Nahi Aati…
Janta Hun Sawab-E-Taa’at-O-Zohad,
Par Tabiyat Idhar Nahi Aati…
Hai Kuch Aisi Hi Baat Jo Chup Hun,
Warna Kia Baat Kar Nahi Aati…
Kion Na Cheekhon Ke Yaad Karte Hain,
Meri Aawaz Gar Nahii Aatii..
Daagh-E-Dil Gar Nazar Nahi Aata..
Bu Bhi Aye Charah_Gar Nahi Aati…
Hum Wahan Hai Jahan Se Ham Ko Bhi,
Kuch Hamari Khabar Nahi Aati…
Marte Hain Aarzoo Mein Marne Ki,
Mout Aati Hai Par Nahi Aati…
Ka’bah Kis Munh Se Jao Ge ‘Ghali’
Sharam Tum Ko Magar Nahi Aati…
Uss Ke Bin Chup Chup Rehna Ab Achha Lagta Hai;
Khamoshi Se Ek Dard Ko Sehna Bhi Achha Lagta Hai;
Uss Ka Milna Na Milna To Kismat Kee Baat Hai;
Magar Pal Pal Uss Kee Yaad Mein Rona Ab Achha Lagta Hai
फिर इस अंदाज़ से...
फिर इस अंदाज़ से बहार आई;
के हुये मेहर-ओ-माह तमाशाई;
देखो ऐ सकिनान-ए-खित्ता-ए-ख़ाक;
इस को कहते हैं आलम-आराई;
के ज़मीं हो गई है सर ता सर;
रूकश-ए-सतहे चर्ख़े मिनाई;
सब्ज़े को जब कहीं जगह न मिली;
बन गया रू-ए-आब पर काई;
सब्ज़-ओ-गुल के देखने के लिये;
चश्म-ए-नर्गिस को दी है बिनाई;
है हवा में शराब की तासीर;
बदानोशी है बाद पैमाई;
क्यूँ न दुनिया को हो ख़ुशी "ग़ालिब";
शाह-ए-दीदार ने शिफ़ा पाई।
Dil Ki Dharkan Ko Dharka Gaya Koi..
Mere Khwaabo Ko Mehka Gaya Koi..
Hum To Dosti Ke Rasto Pe Chal Rahe Thay..
Achanak Hi Pyar Ka Matlab Seekha Gaya Koi..!
Koi Raat Mere Aashna, Mujhe Yun Bhi To Naseeb Ho
Na Rahe Khayal Libaas Ka, Wo Itna Mere Qareeb Ho
Badan Ki Garm Aanch Se Meri Aarzu Ko Aag De
Mera Josh Behak Uthey, Mera Haal Bhi Ajeeb Ho
Tere Chashni Wajood Ka Sara Ras Mein Chura Loon
Phir Tu Hi Mera Marz Ho, Aur Tu Hi Mera Tabeeb Ho