Kaash K Usay Chahnay Ka Arman Na Hota
Main Hosh Main Hote Howay Anjaan Na Hota
Yeh Pyaar Na Hota Kisi Patthar Dil Se Hamain
Ya Koi Patthar Dil Insan Na Hota
Kyu Dhadkan Albeli Hai, Tanhayi Me Bhi,
Kyu Palke Soyi Nai Judai Me Bhi,
Kasoor To Unka Tha Jo Wo Hume Samajh Na Sake,
Phir Saza Mili Hume Kyu Ruswayi Me Bhi…
Yeh Sab Itefakat Ka Khel Hai,
Yahi Hai Judayi Yahi Mel Hai,
Main Mud Mud Ke Dekha Kiya Door Tak,
Bani Woh Khamoshi Sada Der Se,
Saja Din Bhi Roshan Huya Raat Bhi,
Bhare Jaam Lahraayi Barsat Bhi,
Zindagi Ke Safar Ko Lafzo Me Piroya Hai
Apni Har Ghazal Ko Dard Me Bigoya Hai,
Wah Wah Na Kehna Meri Nazm Pe Aye Dosto,
Ke Aaj Phir Se Yeh Dil Dard Me Roya Hai!iiiii
मंजिल भी उसकी थी, रास्ता भी उसका था, एक मैं अकेला था, काफिला भी उसका था, साथ – साथ चलने की सोच भी उसकी थी, फ़िर रास्ता बदलने का फ़ैसला भी उसका था ! आज क्योँ अकेला हूँ? दिल सवाल करता है, लोग तो उसके थे पर क्या खुदा भी उसका था !
Dariya wafaon ka kabhi rukta nhi Muhabbat mai insaan
kabhi jhukta nhi Khamosh hain hum unki khushi k liye,Aur woh samjhe baithe h k dil humara dukhta nhi.
Ek dooje se bichar kr umar bhar rote rhe,
Raat, sehra, khush patte, ek raani or dukh,
Ab mere lafzon main woh pehli si kefiyat nahi,
Daal ab jholi main teri maherbani or dukh,
Raat sehra main kisi ne baansuri ki nok pr,
Rakh di phir roti hui yaaden purani or dukh.....!!
Nibha Sakata Hun Main Tamaam
Umar Sath Tera, Magar Apni
Zindagi Par Visvaas Nahi,
Mere Marne Par Bhi Rahogi
Tum Paas Mere, Magar Honge
Us Waqt Hum Tumhare Sath Nahi!!
Panv Mein Dam Rahe Nagar Bahut
Hath Chalte Ho Rojgar Bahut,
Dil Mein Har Vakt Ek Hangama
Sahar Tanha Hai Nayak Bahut,
Dekh Li Mahar Baniyan Teri
Zindagi Man Na Gham Gusar Bahut,
Kya Koi Yaar Aane Wala Hai
Vakt Puchho Ho Aaj Yaar Bahut,
Raat Kahti Hai Badr So Jaao
Ho Chuka Uska Intezaar Bahut…
Koun Hu Main Aur Kya Hu Main,
Jinda Hu Ya Mar Gaya Hu Main,
Kis Kadar Badla Hua Huliya,
Dekhkar Khud Dar Gaya Hu Main,
Rasta Kuchh Sujata Kaise,
Soone Ghat Utar Gaya Hun Main,
Thokren Khakar Jamane Ki,
Taar Taar Bikhar Gaya Hu Main,
Bhukh Se Lekar Siyast Tak,
Har Bala Se Gujar Gaya Hu Main…
Mohabbat me aksar judai hi likhi hoti hai,
Mohabbat ho sachchi to khuda ki aankhain bhi roti hai,
Par kismat ajeeb khel khelti hai yaron,
Jise pana ho mushkil mohabbat usi se kyon hoti hai?