Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai,
Khushi Se Ab Naa Jaane Kyun Ye Doori Si Lagti Hai,
Na Jaane Kiski Raah Mein Ye Zindhi Adhuri Si Lagti Hai,
Yun To Ye Kami Aur Tanhayi Ab Majboori Si Lagti Hai,
Socho To Ye Khamoshi Ab Puri Si Lagti Hai,
Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai...
Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai.....
Mujh se usne ek cigrette jaisa salook kiya,
Pahle jalaya fir piya aur paav rakh k bujha diya
Usko sirf meri talab thi tode Waqt ke liye,
laga ke Honton se fir Duhe mein uda diya,
Saanse khinch k khusbu meri Khud me basa Li,
Fir jalti huyi raakh ko apni ungliyo se gira diya
Darwaje Ki Raakh Bhi Ghar Hai,
Muthi Mein Yeh Ghar Rakhna,
Dil Ek Pavan Chadar Hai,
Sar Par Yeh Chadar Rakhna,
Jali Huyi Tooti Deewarein,
Mere Jakhmi Kandhe Hain,
Dilon mein aarzu ke diye jalte rahenge
aakhon se aansu nikalte rahenge
aap shamaa bankar dil mein roshani toh karo
hum to mom bankar pighalte rahenge
kk
Kish dard ko sambhal pana asan nhi h,
haste hue harpal bitana asan nhi,
zindgi me har koi dil me nhi bas pata aur
us ek base hue ko pana asan nhi h....
Kisi ko mil jaye wafa naseebon ki baat hai
Koi rota rahe tanha naseebon ki baat hai
kisi ko chahna khud se badh kar
Na ban sake woh apna naseebon ki baat hai
BarBar ZINDAGI Ko Azmaya he Hamne,
Har PAL Har LAMHA Sirf GUM Paya he Humne,
DIL Ke TUKDE Usine Kiye he Hamare,
DIL Ki GEHRAIYO Me Jise Basaya he Humne.
Kabhi ki hogi suraj ne chaand se mohabbat...
Tabhi to chand mein daag hai....
Mumkin hai ki chand se huii hogi bewafai...sweet
Tabhi to suraj mein aag hai...
Tum Nay Morjhay Hoay Phool Kabhi Daykhay
Hain ?
Dil Ki Qabron Pay Paray ……
Hejar Ki Lash Ki Ankhon Pay Dharay
Tum Nay Uktay Hoay Khwab Kabhi Daykhay Hain ?
Dard Ki Palkon Say Laptay Hoay
Ghabray Hoay
Tum Nay Baychain Duayan Kabhi Daykhi Hain ?
Mohobbat Kay Kenaron Pay Bhatkti Pherti
Tumnay Kabhi Dykha Hay Mujhay ?
Kia Kabhi Daykha Hay Mujhay ?..iii