Aansoo Ki Tumhare Koi Qimaat Nahi Hai,
Us Ki Yaad Mein Yu Hi Tum Ashk Bahate Rehna,
Kabhi Tadpegee Wo, Kabhi To Beqarar Hogee,
Dastaan Tum Us Ko Apni Yu Hi Sunate Rehna,
Din Bohat Kam Hain Tumhari Zindagi Ke “Azeem”,
Aggar Nafrat Bhi Kare Tum Us Se Mohabbat Karte
Rehna,
Unhai Jab Dekha Humne To Dekhte Reh Gaye,
Apna Dil Na Jane Kab De Gaye,
Pyar Kya Hota H Ye Mil Ker Jana Unse,
Is Me Dard Bhi Hota H Dur Reh Ker Jana Unse,
Is Dard-E-Dil Ki Wo Dawa Bangayi,
Dil Ka Sukun Rooh Ki Pyaas Bangayi,
Apne Pyar Ka Izhar Kaise Ker Dete Unse,
3 Lafzon Me Seemat Jaye Aisa Pyar Hi Kaha Tha
Unse
Chand Ki Roshni Mein Jo Baat
Hote Hai Mere Dil Ki Wo Awaz Hoti
Hai Ap Manay Ya Na Manay Per
Hal Pal Is Dil Main Ap Ki Yaad Hoti
Hai
[...!!~Bharat~!!...]
Barsat Kee Bheegi Raaton Mein Phir Koi Suhani Yaad Aayi;
Kuch Apna Zamana Yaad Aaya Kuch Unki Jawani Yaad Aayi;
Hum Bhool Chuke The Jisne Humein Duniya Mein Akela Chora Tha;
Jab Gaur Kiya To Ek Surat Jaani Pehchani Si Yaad Aayi!
Koyi chipa k roye toh koyi dikha k roye,
Hume rulane wala hume rula k khud roye
Maut aane ka maja toh tab hi hai dosto,
Jb katl karne wala b janaje me aakar roye
Usne Mohabbat, Mohabbat Se Zyada Ki Thi
Humne Mohabbat Us Se Bhi Zyada Ki Thi
Wo Kise Kahenge Mohabbat Ki Inteha
Humne Shuruaat Hi Inteha Se Zyada Kit Thi…
Har ek lamhe har pal me udaasi chaayi hain
Aaj chand ki roshni mein bhi kami aayi hain
Hum jab tak Akele the tab tak hi ache the,
Na jane kyu sab gawa kar mohbbat apnaayi h
Is Zamane Me Mera Koi Hamdard Nahi
Tu Bhi Na Chahe To Koi Harz Nahi
Kabi Thokar Kabi Ansu Kabhi Ruswayi Mili
Kaise Keh Du Ki Mere Dil Me Koi Dard Nahi.
ज़िन्दगी से यही...
ज़िन्दगी से यही गिला है मुझे;
तू बहुत देर से मिला है मुझे;
हमसफ़र चाहिये हुजूम नहीं;
इक मुसाफ़िर भी काफ़िला है मुझे;
तू मोहब्बत से कोई चाल तो चल;
हार जाने का हौसला है मुझे;
लब कुशां हूं तो इस यकीन के साथ;
कत्ल होने का हौसला है मुझे;
दिल धडकता नहीं सुलगता है;
वो जो ख्वाहिश थी, आबला है मुझे;
कौन जाने कि चाहतो में फ़राज़;
क्या गंवाया है क्या मिला है मुझे।
Rona padta hai ek din
muskurane ke baad ,
Yaad aate hain wo dur jane ke
baad ,
Dil to dukhta hee hai uske liye ,
Jo apna na ho sake itni mohabbat jatane ke baad..!!