Dard se bhari he jindagi par hume rona nahi aata,
pyaar behad karte hai aapse par jatana nahi aata,
pata nahi kab kya kahe aapse..
shayad hume hi pyaar karna nahi aata..!
Khamoshiyon me ek adaa itni pyari lagi,
Duniya me aapki dosti sabse nyari lagi,
Dua karate hai ye na toote kabhi,
Kyunki is duniya me yehi hamko hamari lagi…
Hum Ansu Nhi Jo Ankho Se Fisal Jayenge,
Hokar Dur Aapse Or Kaha Jayenge,
Jab Jakhm Denevalo Ko Hi Na Bhula Paye Hum,
To Pyar Denewale Ko Kaise Bhul Payenge Hum.
Dil Hai Toh Dard Hoga,
Tejab Sard Hoga,
Halat Ka Sataya,
Bebas Sa Mard Hoga,
Riston Ki Aandhiya Hain,
Maathe Pe Gard Hoga,
Kuchh Bookh Kuchh Jalalat,
Har Sakhs Jard Hoga,
Pustak Badi Purani,
Ukhda Sa Fard Hoga…
eh Safar Bhi Kitna Lamba Hai
Yahan Vakt Kitna Kalil(Kam) Hai,
Kahan Lot Kar Koi Aayega
Jo Gujar Gaya So Gujar Gaya,
Woh Wafayen Thi Ki Jafayen Thi
Na Yeh Soch Kiski Khatayen Thi,
Katra katra behte rahe aansu or
hum unhe sukha bhi na paye,,
is se badi wafaa ki saza kya hogi,,
wo roye mujhse lipatkar kisi or k liye or,
hum unhe mana bhi na kar paye.
Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai,
Khushi Se Ab Naa Jaane Kyun Ye Doori Si Lagti Hai,
Na Jaane Kiski Raah Mein Ye Zindhi Adhuri Si Lagti Hai,
Yun To Ye Kami Aur Tanhayi Ab Majboori Si Lagti Hai,
Socho To Ye Khamoshi Ab Puri Si Lagti Hai,
Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai...
Na Jaane Ye Jindgi Kyun Adhuri Si Lagti Hai.....
Dardkia hota hai batayein Gay kisi roz
Kamal ki Ghazaltum ko sunayein Gay kisi roz
Thi un ki zid k main jaaoun un ko manane
Mujh ko ye veham tha wo bulayein Gay kisi roz
kabi b maine to socha b nahi tha
Wo itna mere dil ko dukhayein Gaykisi roz
Har roz Sheshay se yehi poochta hoon main
Kia rukh pe tabassum sajayein Gay kisi roz
Urney do in parindon ko azaad fizaon mein
Tumhare hon agar to lout AAyein Gay kisi roz..!!
Ab Use Kya Yaad Karna,
Vakr Gujra Tha Gujarana,
Kabhi Halke Halke Kabhi Bhari,
Kadmon Mein Chadna Utrana,
Dard Ke Sailab Mein Bhi,
Khusi Ka Hai Ek Jharna,
Mere mahiya ne mera dil tod diya,
Akele sunsaan raahon mein Tanha chhod diya,
Kehte rahe ki pyar itna krte hain aapse,
Shayad isliye khoon lga khanjar meri kabr per chhod gye,
Mere Jahan Mein Basi Hai Wo
Jaise Gul Mein Khushboo
Khayalon Mein Aati Jati
Mere Ahsaason Mein Shamil Wo
Chinar Ke Patton Pe Sabnam Si
Jannat Ki Fiza Hai Wo
Meri Saanson Ki Rawani
Mere Zazbaton Ki Paidaish Hai Wo
Mere Wazood Ka Ahsaas
Meri Rooh Ki Khawaish Hai Wo
Boot-E-Sangmarmar Jaise Koi
Khuda Ki Ibadat Si Hai Wo
Tha main itna beqarar kay soya na rat bhar.
Palkon say apni tera nam likhta raha rat bhar.
Khiaylon main socha tha tum ko main nay.
Khuli aankh to bah gay tum ankh say rat bhar.
Woh Aam C Shaam Thi Jab Juda Hue The Hum,
Na Toot Kar Pyar Kiya Or Na Ro Sake Hum,
Use Pane Ki Kosis To Bohat Ki,
Magar Na Paya Use Or Na Kho Sake Hum....