Na Samajh Bhul Gaya Hu Tujhe
Teri Khushbu Mere Sanson Mein Aaj Bhi Hai
Majburion Ne Nibhane Na Di Mohabbat
Sachai Meri Wafaon Mein Dekh Lo Aaj Bhi Hai…
Dard Ke Badle Har Khushi Le Lo
Aansuo Ke Badle Hamari Hasi Le Lo
Hamse Dekha Na Jayega Kabhi Aapka Udas Chehra
Agar Kaam Aa Sake To Humari Zindagi Le Lo
Dil Ki Tanhai Aur Badhi,
Mehmano Ke Aa Jane Se,
Ek Tere Aaj Na Aane Se,
Lagta Hai Ghar Tanha Tanha,
Muddat Se Ret Ke Sahra Mein,
Aaya Na Gaya Baadal Koi,
Gham Ke Dariyaon Se Milkar Bana Hai Yeh Sagar,
Aap Kyu Is Mein Samaane Ki Koshish Karte Ho,
Kuchh Nahi Hai Aur Is Jeevan Mein Gham Ke Shiwa,
Aap Kyu Is Zindagi Mein Aane Ki Koshish Karte Ho…
Aansu Na hote to ankhe itni khubsurat Na hoti...
Dard Na hota to khushi ki kimat Na hoti...
Puri karta khuda sab muradein
to ibadat ki kabhi zarurat Nahi hoti
Baaki Kuch Nhi Ab Zamaane Me,
Zindagi Guzar Rahi H Tujhe Bhulane Me,
Ab Kyu Yaad Aate Ho Itna Door Jane Ke Baad,
Shayad Tu Khush H Mujhe Yun Rulane Me...
Kise Ko Bin Maange Mil Jaate
Hai Har Khusi, Kise Ko Mangne
Se Bhi Kuch Nhi Milta, Kehne
Ko To Kismat Ke Baat Hai,
Ye Muhbaat Naam Ka Phool
Har Baag Me Nhi Khilta..!
जिंदगी में दो चीज़ें हमेशा टूटने के लिए ही होती हैं:
"सांस और साथ"
सांस टूटने से तो इंसान 1 ही बार मरता है;
पर किसी का साथ टूटने से इंसान पल-पल मरता है।
किसी दर्द को संभल
पाना आसान नहीं,
हस्ते हुए हरपल बिता
पाना आसान नहीं,
ज़िन्दगी में हर कोई दिल
में नहीं बस पाता ,
और उस एक बसे हुए को
भूल पाना आसान नहीं.
Tha Jo Kabhi Saavarg Samaan,
Aaj Nahi Raha Hai Woh Noor,
Duniya Aa Rahi Hai Kareeb Par,
Zindagi Jaa Rahi Hai Door,
Rahe Na Rahe Hum, Aap Mat Rona,
Mat Karna Koi Gham,
Kah Rahe Hain Alvida,
Samajh Lena Ki Hum The Majboor…
Ruthna Mat Kabhi Hame Manana Nahi Aata,
Door Nahi Jana Hame Bhulana Nahi Aata,
Tum Bhool Jao Hame Tumhari Marzi sweet
Magar Hum Kya Kare Hame Bhulana Nahi Aata….!!