Mohabbat har ek ko mile zaruri to nahi,
hum jise chahe woh humse pyar kare zaruri tho nahii,
woh bahut yaad aa rahe hain aaj mujhe,
Hum bhi unki yaad ban jaye yeh zaruri to nahi…
Parda E Noor Manke Chhaye Hain
Aansuon Ki Tarah Machalte Khwab,
Bikhre Sishon Par Gir Ke Toot Jaaye
Neend Mein Nange Paanv Chalte Khwab,
Aisi Sunsan Dopahar Mein Kahan
Chand Taaron Ki Tarah Chalte Khwab,
Bistre E Dil Par Khoon Ugalte Khwab
Raat Bhar Karvatein Badlate Khwab…
khwabon me maine sapne ko bikharte dekha hai
aansuon se in palkon ko namm hote dekha hai
sab bolte hain mohabbat me jaan de dete hain
par main ne to mohaabat me jaan lete dekha hai
Kahi Aisi Kitaab Mile Jispe Dil De Dete,
Sab Ne Harama Deemag Khaya,
Kisko Javaab Dete,
Ab To Ye Syllbus Dekh Ke Lagta He Hame K,
Ek Mahina Aur Hota To Duniya Hila Dete.
चाहत तो :man: हम भी रखते हैं, किसी के :heart: दिल में हम भी :vibration_mode: धड़कते हैं, न जाने वो कब :cry: मिलेंगे :woman: जिन के लिए हम रोज़ :broken_heart: तड़पते हैं.
Koi Toh Batata Ki Kis Taraf Gaye Budhe,
Unka Pata Milega Toh Tumhe Bataunga,
Thak Toh Gaya Hu Abhi Hai Josho Junun Baaki,
Shuruat Kar Do Jamana Sar Pe Uthaunga,
Mahlon Ke Ird Gird Hain Kaanton Ki Jhadiyan,
Pathar Mein Phool Khoon E Jigar Se Khilaunga,
Baithoge Mere Sath Kabhi Chandani Mein Jab Tum,
Tanhaiyon Ki Dastan Tab Bataunga…
Ab Khawab Nahi Aate Mujhe
Khawab Toot Jate Hai,
Ab Rishte Nahi Bhate Mujhe
Rishte Loot Jate Hai,
Ab Rona Nahi Aata Mujhe
Par Aansu Choot Jate Hai,
Ab Muskurana Nahi Aata Mujhe
Khushi Ke Pal Nahi Aate Hai,
Ab Wo Yaad Nahi Aate Mujhe
Unhe Hum Bhool Nahi Pate Hai…
Har Lamha Apni Palkon Par Bithaya Tujhe,
Phir Bhi Yeh Ishq Mera Na Raas Aaya Tujhe,
Kismat Ki Bhi Hai Yeh Ajib Dastan,
Kabhi Hasaya To Kabhi Rulaya Mujhe….
Tere Sagar Par Moula Yeh Jahan Julm Dha Raha Hai,
Tu Bhi Door Baitha Kaise Muskura Raha Hai,
Ab Puchhta Bhi Nahi Hai Koi Baad Uske Mujhe,
Aaj Bichhuda Yaar Mujhe Yaad Aa Raha Hai….
Unhone dekha aur aansu gir pade
Bhari basant me jaise phool bikhar pade
Dukh wo nahi ki unhone hume alvida kaha
Dukh to ye hai ki uske baad wo khud ro pade.