• Categories
  • Sad Shayari SMS   3885
  • Mara dil ma vasnar fakt tuj chhe, Maro sath denar fakt tuj chhe, Have to maut no pan kai dar nathi karan ke, Have jivan pan tu chhe ane maran pan tu chhe...
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aaj pyaar me baithi har baat alag hogi. Uski yaad me rone ki baat alag hogi. Dil janta hai mera vo muchse pyar nahi karti. Par uski yaad me marne ki baat alag hogi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Todna Hota To Rishta Hum Na Banate, Umeed Nahi Hoti To Sapne Hum Na Sajate, Aitbar Kiya Hai Humne Aapki Wafao Pe, Bhrosa Na Hota To Apne Dil Ka Hissa Na Banate.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zakham dene wala to is baat se anjan hai, Par us-se mila hua dard hamare paas hai, Chubhne par kitni taklif hoti hai, Kya kaanch ke us tukde ko bhi iska ehsas hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dil Nahi Chahta Mera Hansne Ko Israar Na Kar Aansoo Bhi Toone Diye Chahe To Iqraar Na Kar Ab To Dil Chahta Hai Din Raat Andhero Me Rahu Roshni Jhoonth Ki Dekar Mujhe Bezaar Na Kar Ujdhe Ujdhe Se Manzar Ko Kaha Tak Dekhu Neend Aankho Mein Bhari Hai Mujhe Bedaar Na Kar Kaun Baitha Hai Meri Raah Take Yaad Kare Jaake Ab Kiss Se Kahu Mera Intezaar Na Kar Saans Ka Boojh Uthaaoo Ya Usse Samjhaaoo Zinda Rehne Ki Dua De Kar Sharam Sar Na Kar
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Maut Mangte Hain To Zindagi Khafa Ho Jati Hai, Zaher Lete Hain To Wo Bhi Dawa Ho Jati Hai, Tu Hi Bata Aye Dost Kya Karun, Jisko Bhi Chahte Hain To Wo Bewafa Ho Jate Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Judai Ki Pyas Me 1 KATRA Bhi Bahut Hai Didar K Waste 1 LAMHA Bhi Bahut Hai Jis Pr Hota Hai BHAROSA DiL Ko Wo Bhul Jaye Wo SADMA Hi Bahut Hai.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • एक अजीब सा मंजर नजर आता है,
    हर एक आँसू संमनद नजर आता है,
    कहां रखुं मैं शीशे सा दिल अपना,
    हर किसी के हाथ में पत्थर नजर आता है.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Dard Ki Barish Sahi Maddham Zara Aahista Chal, Dil Ki Mitti Hai Abhi Tak Nam Zara Aashista Chal, Tere Milne Aur Phir Tere Bichhad Jane Ke Bich, Faasla Ruswai Ka Hai Zara Aahista Chal, Apne Dil Hi Mein Nahi Hai Uski Mehrumi Ki Yaad, Uski Aankhon Mein Bhi Hai Shabnam Zara Aahista Chal, Koi Hi Ho Humsafar Na Ho Khush Is Qadar, Ab Ke Logon Mein Wafa Hai Kam Zara Aahista Chal
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Zikar Huaa Jab Khuda Ki Rehmaton Ka, Hamne Khud Ko Khushnaseeb Paya, Tamanna Thi Ek Pyare Se Dost Ki, Khuda Khud Dost Bankar Chala Aaya…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khmoash Fiza Thi Koi Saya Bhi NaTha, Is Shaher Mai Koi Aaya Bhi Na Tha, Kis Jurm Me Chini Gayi Hasi Meri, Hamne To Kisi Ka Dil Dukhya BhiNa Tha.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Ulfat Bhari Zindgi Me Aksar Eisa Hotal Hai, Aankhe Hasti Hai Or Dil Rota Hai. Zinhe Hum Apni Manzil Samanjhte Hai, Unka Humrahi Koi Or Hota Hai…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Aankho mai arman diya karate hai ; Ham sabaki Nind Chura liya karate hai : Ab jab jab aapki palke Zukengi ; Samaj lena ham aapako yaad kiya karate hai..ii
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Khuda Se Humne Dua Maangi, Dua Mein Apni Mout Mangi, Khuda Bola Tujhe Mout To De Du, Par Usey Kya Kaho Jisne Har Waqt Teri Zindagi Ki Dua Mangi…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Bohat udas hai tere chup ho jane se.. Ho sakhe to koi kar kissi bahane se.. Tu lakh khafa sahi par itna to dekh.. Koi toot gaya ha tere roth jane see.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Saari Vakt Vakt Ki Baaten, Inka Ranj Nahin Koi, Apni Chaal Chala Karte Jo, Wohi Toh Mastane Hain, Arsa Gujra Tumko Dekhe, Ab Tak Dard Kaleje Mein, Ask Tumhare Kaynaat Ke, Baaki Taane Baane Hain, Mahfil Mahfil Uske Kisse, Har Dil Mein Uska Dera, Pagal Loogn Ko, Duniya Mein Kuchh Aise Diwane Hain…
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Apni kismat ke aage bebas hai Insaan bebas hai khuwab haqeeqat ke aage Koi ruki hui Dhadkan se puche kitna tadapta hai Dil Mohabbat ke aage.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS
  • Badti rahe dooria to gum nahi doorio se bhula de apko wo hum nahi Yun to kathin hota hai wakt Judai me kaatna magar judai me rote hai sachhe dil walo ke liye Wo smam jannat se kum nahi.
  • 10 years ago



    Tags : Sad Shayari SMS