Teacher: Shaadi ke waqt
DULHE ko akele ghode par kyu
bithaya jata hai..?
.
.
.
.
Student: Last warning di jati hai ki.
.
.
.
.
Abhi bhi waqt he
“Bhaag Jaa”
1 Ladki Bus Stand Pe Khadi Thi
1 Ladka Bike Pe Jatta Hai
Vapas Ata Hai Or
Uss Ladki Se Puchta Hai
Pehchana Kya ???
Ladki :"Nahi Toh
Ladka :"Kya Yaar,
Abhi To Samne Se Gya Tha...
Santa Ko Uska Sasur Jute Maar Raha Tha Aadmi : Kyu Maar Rahe Ho? Sasur : Meinie Ise Hospital Se SMS Kiya. Tum Baap Ban Gaye Ho. Isne Apne Sare Friends Ko Forward Kar Diya!:relaxed::relaxed::relaxed:
Aashiqi 2 tum hi ho
bhojpuri hindi
hum tohra bin ab ji nhi sakat
tohra liya ka wajood hamaar
tujhse juda kara ho jawan to
khud sahi ho jabenge wafa kyon
ki tumhai ho meri jindagi meri aashqi mera chan bhi mera dard bhi ab tumhai ho..............tere layi hi jiyawa toka di hi de diyaba..kyo ki tumhai ho....
Ek sarder ne air-hostess se kaha, “Aapki
shakal meri biwi
se bahut milti hai”.
Air-hostess ne ye sunte hi zordaar thappad
uske muh pe mara…
Sardar foran bola : “Aadat bhi bahut milti
hai”
Wife will be Wife
Wife : सुनो जी, आपके Birthday
के लिए इतने Mast कपड़े
लिए हैं ....
कि बस पुछो ही मत ..!
Husband : Love u Janu ,
लाओ दिखाओ ...
Wife : हां , अभी पहन के आती हूं ...
Husband :
Santa: Yaar Maine Gajni Kat Style Ban Wana Hai Banta: Gajni Kaisa Style Hai Santa: Abe Jo Gajni Film E Amir Khan Ne Banaya E Style Banta: Abe Sale Film Me Amir Khan Ka Nam Gajni Nai Hai Wo To Gunde Ka Nam Gajni Hai:relaxed::relaxed::relaxed:
Techer-1869 Me Kya Hua ?? Chunnu-Gandhi Ji Ka Janm Techer-Gud! Baith Jao . ... . . Techer(Pappu Se)-Btao 1872 Me Kya Hua . . . . Pappu-Gandhi Ji 3 Saal K Ho Gaye..:p :D:relaxed::relaxed::relaxed:
Girl: Bas Kro Aur Kitna Karoge Raat Ke 12 Baje Se Kar Rene Ho Ab Subha Ho Gyi Hai Thake Nhi Kya, Boy: Ye To Kuch Nhi Ab Main To Din Raat Karunga Qki Mere To 3000 Sms Free Hai..!:relaxed::relaxed::relaxed:
SMS Bhi Bahut Kamal Ki Chiz H
20 Paglo Ko Karo
10 Padhte Hi Nhi
5 Delete Kar Dete H
4 Ka Inbox Full Hota H
Bas 1 Hi Pagal Pura
SMS Padhta H
Thank you yaar
‚‚ Funny sardar sms jokes - Shadi Jokes ‚‚
Shadi me 1 sardar ne dish pe tissue paper dekh k socha syad ye b khane ki chiz he,
jaise hi wo khane laga,
4-5 SArdar jor se bole "NA KHA OYE EKDUM FEEKA HE"
Wife- sunoji ladka bahut paise udane
laga h,
jaha bhi chhupati hu dhoondh leta hai.
Dad- nalayak ki book me rakh
de.......
exam tak nhi milega...........