Customer: Mujhe phone per dhamkiya mill rahi
hai.
Police: Kaun hai woh jo aapko dhamkiya de
raha hai?
Customer: Telephone wale bolte hai ke, “Bill
nahi bharoge toh kaat denge.”
Buterflies Dont Knw In Wat Colour Their Wings R But Our Eyes Knw How Pretty They R. Like Wise U Dont Knw How Sweet U R But I Know How Special U R 2 Me...gud Afternon :-):-D:->:-y
EK WAQT THA JAB AAP KEMSGS AISE AATE THE
JAISE KISI NE AAP KE SIR PARPISTOL RAKHI HUYI HAI
AUR AAP SE SMS KARWA RAHEHAI
MAGAR AB TO LAGTA HAI
KISI NE AAP KO GOLI HI MARDIHAI.
Achchi Baat To Sabko Achchi Lagti Hai,
Lekin Jab Tumhe Kisi Ki Buri Baat Bhi .
Buri Na Lage To Samjho..
.
.
.
.
Kya Bolu
.
.
.
.
.
.
.
Tumhe Zalil Hone Ki Adat Ho Gayi Hai
Rahul Gandhi -
Mujhe Garib ke ghar ki Khichdi,
Maa ke haath ke Pizzza se zyada achhi
lagti
hai.
.
.
.
.
.
.
.
.
Second man : Kamine,
teri Maa nahi hoti to Aaj Garib bhi
Pizza khaa raha hota.
Ek Aadmi ne 1 ungli se 8 admi ko upar pahucha diya
.
.
or wo rajnikant b nahi tha Batao kaise ?
.
.
.
.
.
.
.
.
Lift se yaar Q Apna kamjor dimag par jor dete ho. .
पप्पू नेपाली से - तुम अमेरिकन हो ? . . नेपाली - नहीं, मैं नेपाल का हूँ । . . पप्पू - नहीं, तुम अमेरिकन हो ! . . नेपाली - नहीं भाई, मैं नेपाल का हूँ । . . पप्पू - नहीं, तुम अमेरिकन हो ! . . नेपाली (गुस्से में) - हां, मैं अमेरिकन हूँ ।। . . पप्पू - लेकिन... लगते तो नेपाली जैसे हो ? :smile::smile::smile::smile:
Srdar pandit Ko : ye tere Sir p Choti Q?
Pandit : Ye mera ANTENA he,
Isse muje IDEAS aate he
Sardar : Kamal he! Mere sir pe Dish Antena he,fir b kuch nahi aata.
Jindagi behal hai,
Sur hai naa taal hai,
Msgbox bhi kangal hai,
kya aapki sms factory me hadtal hai,
yaar kuch to bhejo ye meri,
mobile ki zindagi ka sawaal hai.
Kohli calls Dhoni...
Sakshi picks it up
Sakshi : Hello kaun ?
Kohli : Dhoni hai ?
Sakshi : nhi
Kohli : achaa...waise IPL 5 aur IPL 6
ka final kaun haara maine dekha
nhi ?
Sakshi : abe tu hai kaun...tujhe kitni
baaar btaun CSK haar gyi
Kohli : bs yahi sunne k liye phone
kiya tha...sun k accha lagta
hai...hahaha
ek sharabi k haath JINN(genie) lag
gaya
Jinn : koi 3 wishes mango
sharabi : 1 daru ki bottle jo kabhi
khatam na ho
Jinn ne bottle pesh ki....
sharabi ne bottle milte hi peena
shuru kiya.
Jaise hi last peg glass mein dala to
bottle firse
bhar gayi
sharabi khush, phir peene laga .....
Jinn ne 2 aur wish mangne ko kaha
sharabi Bahut khus ho ke bola:
.
.
.
Aisi hi 2 bottle aur de de
Ek bar Ruma ke bhai Rahul ka khun ho gaya tha.Tab…
Daya(ne pucha)-Kya tumhara bhai Rahul hai?
Ruma-Haa.
Abhijeet-Dimaag me thoda aur zoor deke socho kya Rahul tumhara bhai tha?
Ruma-Haa.
A.C.P. Pratiman-Oh no! Oh no!
Isska matlab yeh hua ki tum Rahul ke sister ho!!!
Pappu Ne Live Radio Station Call Ki : Hello... Ji Ye Radio Station Hai ? RJ : Ji Haan. Pappu : Meri Awaaz Pura Shehar Sun Raha Hai ? RJ : Ji Haan. Pappu : Yani Ghar Mein Jo Meri Behan Radio Sunn Rahi Hai Wo Bhi Sun Rahi Hogi.? RJ Gusse Mein : Haaan Bai Haan . Pappu : Hello Gullo..! Agar Meri Aawaz Sun Rahi Hai Toh Jaldi Se Motor Chala De...! Main Chhat Par... toilet Mein Hun Aur Paani Khatam Ho Gaya Hai...:relaxed::relaxed::relaxed:
Ek Ladki Ne Page Inbox Me
Mujhse Kaha Ki
"Aap Bahut Achhi Post Karte Ho" :hearts:
.
.
Awwwwww.
.
Maine Kaha To Fir Tum Like Kyu
Nahi Krti Ho?? (Y)
.
.
.
.
Vo Boli- Nahi Main To Apki Har
Post 2-2 Baar Like Karti Hun...:o :P :/
.
.
.
Ab Aap Hi Batao.
Kaun Samjhay In :P :D
Ladkiyon Ko.