"I love walkn in rain so dat no onecan c my tears!" -
.
ye purana wala tha
.
.
.
.
"i love walkn in d fog so that no one can see that m smoking"-
.
ye naya THA
.
.
.
.
latest pta kya hai?
.
.
"i love walking, bcoz petrol / diesel mehnga ho gya hai " :p :O
Man:" Is There Any Medicine For Long Life ?? . . Doctor:" Get Married . . Man:" Will It Help ?? . . Doc:" No, But It Will Avoid Such Thoughts..:relaxed::relaxed::relaxed:
1 Baar Santa kO
Raste mE Patthar Mila
UspE Likha Tha
“Patthar kO Palat Lo Kch Ban Jaoge”
Jaise Hi Usne Palta
Dusri Taraf Likha Tha”Bewkuf Ban
Gya
‚‚ lat
Beti Ka Anokha Bayaan ..! Dear Papa.... Beti Bankar Ayi Hu Ma Baap Ke Jivan Me, Basera Hoga Kal Mera Kisi Aur Ke Aangan Me, Kyu Ye Reet "Rab" Ne Banai Hogi, Kehte Hai Aaj Nahi To Kal Tu Parai Hogi, Dekhe Janam Paal Poskar Jisne Hame Bada Kiya, Aur Waqt Aya To Unhi Hatho Ne Hame Vida Kia, Tut Ke Bikhar Jati He Humari Zindagi Wahi, Par Phir Bhi Us Bandhan Me:relaxed::relaxed::relaxed: Pyar Mile Zaruri To Nahi, Kyu Rishta Humara Itna Ajib Hota Hai, Kya BasYahi Betiyo Ka Nasib HotaHe?
Arranged Marriage -
Rs.6,00,000 Shadi
Rs.4,00,000 jewellry
Rs.50,000
Shadi kiRasme
total
Rs.10,50,000
.
.
Love Marriage -
Rs.100 ka Stamp paper
Rs.20 Notary
Rs.50 ki Varmaala
Rs.20 ka Photo
Total Rs.190
Paisa apka
Pasand apki
Faisla apka
jago grahak jago
lover k sath bhago :P :D
लड़का :- Hiii.... लड़की :- How Are You..?? लड़का :- I M Fine... and You..?? लड़की - मैंने पूछा How Are you..?? लड़का - मैंने बताया तो.. I M Fine.. लड़की - एक तो तुम लोगो की अंग्रेजी का बहुत Problem है..!! ऊपर से आ गए फेसबुक में Chat करने..!! अरे मैंने पूछा - How Are You...?? मतलब तुम कौन हो ..? . लड़का (अपने बाल नोचते हुए) - दीदी..!! बस अपना छोटा भाई समझ...!!:grinning::grinning::grinning:
Risto Ki Bich Ek Aur Duri Ho Gai,
Dil Mera Tuta Kisi Ki Murade Puri Ho Gai,
Koi Zaruri Nhi Har SMS Love Se related Ho,
Meri Galaxy Ki Mobile Thi Jo Chori Ho Gai.
Lady teacher: "mujhe baccho ki
shakal se pata chal jata hai ki unke
dimag me kya chal raha hai..
. .
.
.
.
.
. .
.
pappu : "Kamaal hai madm g, phir
bhi
aap apna dupatta sahi nhi kar
rahi... :D.
Halat Ho Gayi Hai Zamane
Ki, Sab Ki Aadat Ho Gayi Hai
Paise Bachane Ki.. Sms To Company
Ne Kab Ke Saste Kar Diye,
Par Fitrat Nahi Badli
Tumhari Chillar Bachane Ki..
Son 2 dad: car ki chabi do college me function he
.
.
Dad: car??
.
.
son: 10 lakh ki me jaunga to rob podega
.
.
Dad: ye le 10rs
48 lakh ki bus me jiyadah rob podega..!!
Daddy rocks
Launda shokd...