Pyar ki andekhi surat ap hai,
Meri zindagi ki zarurat ap hai,
Khubsurat to Duniya main bahut hai,
Magar mere liye duniya se bhi
khubsurat ap hai.
.
.
.dinu
Ye hakikat hai kahi khwab to nahi,
Hame koi yaad kare aisi koi bat to nahi,
Fir bhi na jane kyu ye ehsas hua
Jaise kisi ne yaad kiya,
Kahi wo aap to nahi.
Gandhi Ji Ki Ek Rishtedar Aurat Ke Bete Par Qatal Ka Ilzam Laga.
Aurat Ne Gandhi Ji Se Request Ki Ke Mere Begunah Bete Ko Bacha Lo.
Gandhi Ji Ne Muqadma Lada Aur Ladke Ko Bacha Liya
Aurat Badi Khush Hui, Par Usne Ek Sawal Kiya.
Aurat: “Aaj To Aap Hain Jo Bacha Liya, Kal Jab Aap Nahi Honge To Hum Bekasoor Logo Ko Kon Bachayega?”
Gandhi Ji Ne Muskurate Hue Bahut Hi Khubsoorat Jawab Diya
“Note Pe Lagi Meri Photo“
ArZ KiYa Hai: MoHaBBat Ke RaSte Me HaR WaQt DaRd MiLeGa.. - . - . - . Mai SocH RaHa Hu Es RaSte Pe Ek HoSPiTaL KhoL Lu KhuB CHaLeGa!!:x:p *JuSt FrOm SkR*
PriVaTe SCHooL Ke BaCHe Zoo Me: ohH! Wow MNKy IS SLeePiNG DNT DiSTuB GoVT SCHooL K BaCHe In Zoo: OYe Wo Dek Tera BaaP So RHa H PaThar Maar SaaLe Ko:relaxed::relaxed::relaxed:
Udte huye prindey se kisi ne
pucha tumhe girne se dar nahi
lagta..???
.
.
to usne muskura k jawab diya..
.
.
.
.
. .
.
.
.
.
. .
.
.
Abe Shakal acchi na ho to baat
to acchi kar hi liya kar.
.
.
.
.. A msg by "Angry bird" ..
Girl : Arey Itna Bara Munh Mein Kaise Daloon Gi. Boy : Jaldi Se Munh Kholo. Girl : Oops Sare Kapray Geelay Ho Gaye. Boy : Aur Lo Gee. Girl: NA Baba Na Yeh Gool Gapey Tum He Kahoo.:relaxed::relaxed::relaxed:
Lady teacher: "mujhe baccho ki
shakal se pata chal jata hai ki unke
dimag me kya chal raha hai..
. .
.
.
.
.
. .
.
pappu : "Kamaal hai madm g, phir
bhi
aap apna dupatta sahi nhi kar
rahi... :D.
आज का ज्ञान: आप चाहे कितने ही काबिल बन जाओ लेकिन अगर सब्जी वाले से धनिया मुफ्त नहीं ला सकते तो घर वालों की नज़र में आपसे ज्यादा नाकाबिल इंसान कोई नहीं है।:relaxed::relaxed::relaxed:
Bhikari: Hello, Pizza Hut?
Operator: Yes.
Bhikari: 6 Large Pizza, 6 Burger, 3
Pepsi.
Operator: Kis Naam Se BhejuSir?
.
.
.
.
.
.
.
Bhikari: Allah ke naam pe bhej de